46,000 इंटर पास शिक्षामित्र भी पाएंगे बीटीसी ट्रेनिंग

राज्य सरकार इंटर पास शिक्षामित्रों को भी दो वर्षीय बीटीसी प्रशिक्षण देने की तैयारी में जुट गई है। राज्य शैक्षिक अनुसंधान एवं प्रशिक्षण परिषद (एससीईआरटी) ने राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) को प्रशिक्षण के लिए अनुमति देने का प्रस्ताव भेज दिया है। वहां से अनुमति मिलने के बाद 46000 इंटर पास शिक्षामित्रों को प्रशिक्षण देने की प्रक्रिया शुरू की जाएगी।

प्रदेश में मौजूदा समय 170000 शिक्षा मित्र प्राइमरी स्कूलों में बच्चों को शिक्षित कर रहे हैं। राज्य सरकार शिक्षा मित्रों को दो वर्षीय पत्राचार बीटीसी प्रशिक्षण देकर प्राइमरी स्कूलों में शिक्षक बनाना चाहती है। मौजूदा समय 124000 स्नातक पास शिक्षा मित्रों को प्रशिक्षण दिया जा रहा है। प्रदेश में बीटीसी प्रशिक्षण के लिए स्नातक होना अनिवार्य है। पर शिक्षा मित्र रखने की योग्यता इंटर थी। इसलिए 46000 ऐसे हैं जिन्होंने शिक्षामित्र बनने के बाद स्नातक नहीं किया।

राज्य सरकार इन शिक्षामित्रों को भी दो वर्षीय प्रशिक्षण देकर शिक्षक बनाना चाहती है। इसलिए एनसीटीई को प्रस्ताव भेजा गया है। भेजे गए प्रस्ताव के मुताबिक इंटर पास शिक्षा मित्रों को दो वर्षीय बीटीसी का प्रशिक्षण तो दे दिया जाएगा, लेकिन शिक्षक स्नातक करने के बाद ही बनाया जाएगा। वहीं, पहले चरण के 60000 शिक्षामित्रों के प्रशिक्षण की प्रक्रिया साल के अंत तक पूरी हो जाएगी। इसके बाद इन्हें अगले वर्ष से प्राइमरी स्कूलों में सहायक अध्यापक बनाने की प्रक्रिया शुरू की जाएगी।




46,000 इंटर पास शिक्षामित्र भी पाएंगे बीटीसी ट्रेनिंग Reviewed by प्रवीण त्रिवेदी on 7:47 AM Rating: 5

21 comments:

Anonymous said...

Lagta h gov to bas sikshamitro ko hi teacher banane layak manti h.unka kuch nahi jo graduate h b.ed -tet pass h

Anonymous said...

ab tu meri sun........jb tu kha tha jb en SM ne hi ladkhadai Basic Shiksha ko sambhala tha or wo bhi kewal 2200/- prti maha ke mandey pr. tu ye bhi janta hai ki en SM ke dwrar hi aaj bhi Shiksha ka star etne sudhra hua hai,tum aaj bhi apne Sahayak Adhayapak sathiyo se puchh kr dekhna ki bhai aaj-kal aapki teaching kaisi chal rhi hai,bachcho ko kya -kya sikha diya tp pta jawab kya aayega....mai batata hu kya jawab aayega khenge ki yaar padhana hi kya hai bs duty ka samay pura krna hai primary school ke bachcho ko konsa DM bnna hai, sab yehi rhenge,......haa ek baat or bata du ki bahut se kshetra to aise hai janha pr Sahayak Adhayapak school me bhi kewal maha me ek baar jate hai or wo bhi Register me signature kr apni salary prapt krne ko, unki trf se kisi ko kuchh aaye ya na aaye.............to ye hai aap b.ed teachro ki hakikat.............. samjhe bhai.........aage tippani kuchh soch samajh kr krna .........ham ye nhi khte ki aap Sahayak adhyapak na bne aap apni maang jaari rakhiye mgr kisi dusre ke pet pr laat maar kr nhi.......theek hai mere bhai.............

Anonymous said...

ab ap suno ap ne jo kha k trachers pdhate nhi to ap ye btaiye ki gov pdhane kitna deti h,pdhane k siwa sare km gov krati h rhi sm ki bat to kitne aise sm h jo ab school me seriously pdhate h sayad aadhe b nhi...nd unki knowledge ki bat kro to 1 example deta hu- 1 sm ne school me exam k time paper me 1 sawal likha k UP K PRDHAN MANTRI K NAM LIKHO ho skta h glti se paper pe likh diya ho bt wahi qustion board pe likha puchne pe kha k is me to koi glti nhi h ye h unka gyanbhandar. Agr ap khe k training di ja rhi h sikh jayege to training ki gudwatta kya h ye sayad mjhse jyada ap na jante ho. Aisa nhi h k hr sm aise h isi liye tet anivary h r us se kisi ko b choot nhi milni chahiye. Ap ne jo kha ki inhone hi basic ko sambhala h to koi ehsan nhi kiya paisa liya h ye inki wish thi jo basic me aye gov ne jabardasti nhi bulaya

Anonymous said...

Bachche ye baat ham maante h ki kisi dusre ki job nahi chinni chahiye per shiksha mitra kitne layak h ye btane k liye aap sirf tet/ctet qualify kerke dikha do.lagta h aap sach m anpadh ho jo tu word pe kafi focus h aapka school please tu mat use kerna.reply must

Anonymous said...

Aur ha bhai shikshamitra aap logo ne basic shiksha ka level neeche giraya h sayad tabhi to suprme court ne aap logo k liye ek thik and layak word use kiya h shiksha satru

Anonymous said...

ye baat aap me agar dimaag hai to khud samajh shakte hai, ki SM kis layak hai rhi baat tu khne ki to wo maine esliye likha hai ki jb es comments ko pdha jaai to pura dhyaan se pdha jaai, kyonki kisi ka dhyaan ek dum kisi baat pr focus krne me koi aisa shabd ya koi aisi pankti likhi jaai jisse samne wale ka mind ek hi jagha focus ho jaai ...........ab ek baat or batata hu ki aap yadi ye samjhte hai ki TET pass krne wala hi super mind hai to mai TET paas baitha hu or mere jaise or bhi bhai bahan TET paas baithe hai to un sabhi ki TEACHER banne ki guarantee aap lete hai, yadi haa to kriye priyass ham jaiso ko Sahayak Adhayapak banane ka, or haa ek baat or yadi aap ye sochte hai ki sahayak adhayapak jo ab vartmaanme appoint hai unhone to apne Transfer form ke bhrne me bhi etni galti ki hai kitum bhi un galtiyo ka andaja lga shakte hai .......or baaki baat kl ................ok

Anonymous said...

Is rule se to focus kerne k liye we can use rough word per bachche galat galat hi hota h.comment m usime dam hota h jisme word bhi pure rakhkhe jaye.aur ha rehi baat dimaag ki tabhi to keh rehe h ki layak shiksha mitra wahi h jo tet paas h otherwise nalayak h.pls rply

Anonymous said...

bhai ji ab tk to jo hua ya yu khe jo kha wo sahi ya galat tha usko to chhodo ab to hme bhi aisa lgta hai ki aap bhi nalayak se km nhi hai or aap baat krte hai sabhyta ki are aap sabhya hai to kam se kam aapki jubaan to ye shabd shobha nhi dete. .........aapne bhi apne sabhyta ka praman de diya ki aap kitne sabhy hai................

Anonymous said...

Aapse to jyada hi sabhya h.aur agar dimaag h to ek baar aur padh k dekho isa kuch nahi h ki aapko asabhya lage.bachche jo layak nahi h wo nalayak hi to h isme bura kyu maante ho bhai.kam se kam un garib bachcho ko educated thik se kerne k liye hi govt ne tet kraya h.ab jisse wo bhi clear na ho paya to wo kisi ko kya padha payega apni job k chakker me kisi aur ka future kyu bigadte ho.aur aapne ye to bta diya ki aap tet paas h sahyad aap jaise to ctet paas jarur honge.pls rply

Anonymous said...

yaar kuch log sapne to bade bade dekh rahe hae abhi to T.E.T se bhi gujrna hae aur gundai vaki bhasa ka use kar rahe hae gao me rahane ke bavjood teacher 40 k.m chalkar school kholta hae aur teacher ko malum bhi nahi ho pata aur fao ke 2 se 3 saal ke baccho ke naam lekh jate hae kuch sharto per yase teacher aapre karta hae to teacher ko sahi rahane ke salaha di jaat hae.abhi nahi vakt aane do

Anonymous said...

Apni uneligibility ko kyu meri un civilization ke rehe ho.bachche dont angry think with cool mind.agar aap tet paas ho to kyu khud ko nalayak mante ho.aur ye koi asabhyta nahi h.kisi ki critization asabhyta nahi hoti.ab bye kal milte h

Anonymous said...

Apni uneligibility ko kyu meri un civilization ke rehe ho.bachche dont angry think with cool mind.agar aap tet paas ho to kyu khud ko nalayak mante ho.aur ye koi asabhyta nahi h.kisi ki critization asabhyta nahi hoti.ab bye kal milte h

Anonymous said...

yadiye sahayak teacher etne hi sabhya or achchhi shiksha dene wale hai to ye apne bachcho ko kyo pVT. School me padhate hai. apne saath Primery school me kyo nhi lekr jaate or wanhi pr achchhi shiksha dete.....ek baat aap bhi bataao jb aap well educated hai to abhi tk aap Teacher kyo nhi bn paai sayad aapka b.ed abhi jaldi ka hi hoga.....aisa hi ha na.....

Anonymous said...

haa hm soch me anpadh hai tu kitna sabhya hai jo aaj tk to kamyaab hua nhi tatha dusro ko milne wali kaamyabi se etna jal rha hai.....kon se year ka hai tumhara b.ed. , kitne saal ho gye tumhe b.ed. krke aise hi ghumte hua, aisi baat nhi hai ki sabhi shiksha mitra inter paas hai, enme bhijayadatr B.A.M.A. va b.ed bhi hai ye to ek swarth hai ki kabhi to kamyabi milegi, verna ab tk ye kanhi or PVT me bhi khi or lge hote to ab tk kafi salary ho gai hoti ........ or haa batau aapne ye gao ke hi log hai jo kadhi dhoop me bhi kathin karya krte hai or aap jaiso ke muh tk niwala panhuchate hai ...ye gao ke logo ki hakikat......rply

Anonymous said...

bachche kujhe to aap bhi nalayak hi njr aa rhe hai

Anonymous said...

bachche mujhe to aap bhi nalayak hi njr aa rhe hai

Anonymous said...

ye court bhi janta hai ki SM shiksha ke shatru hai ya Shiksha ke mitra, ye SM shiksha ke shatru abhi bne hai jb se maandey badhotri va samayojan ki maang ki hai ya phle se hi shiksha ke shatru the yadi phle se hi shiksha ke shatru the or court ko pta tha ke ye hi shiksha ke shatru hai to en SM koappoint hi kyo kiyatha? or yadi abhi hi ye shiksha ke shatru bne hai to esthiti saaf hai ki court bhi Rajya Sarkar ke paksh ki baat kr rha hai ab use bhi sahi ya galat ki parakh nhi thi kyonki esse saaf pta chlta hai ki SM ko dene ke liye enke paas paisa nhi hai jis karan SM ko Shiksha ka shatru bataya jaa rha hai............

Anonymous said...

are vakt jo faisla krega wo to mana hi jayega ye to ham bhi jante hai, ham kabhi vakt ke khilaaf nhi chlte or na hi apne aap ko vakt se badhkar mante hai ..... haa etne hai ki priyaas jari hao jo hoga wo bhi dekha jayega......tum kya hme vakt ka mol batate ho vakt ka mol ham achchhi tarha se jante hai tabhi to ham maante hai ki vakt ki har sai gulaam hoti hai............

Anonymous said...

Andaj thik h.par himmat a marda

Unknown said...

waise mai aap dono ki baat se sahmat hoon per siksha mitra asst.teach. jitna kam kerte hai per vetan kam hai or rahi baat sahayak adyapak k padhane ki vo govt . ki bahut sari survey mai uljhe hai .....ab batao ....teachr or sm kya ghanta padha paiga ye faisla govt. ko kerna hai per apne haat mai hai kya rahi tet ki baat ager tet kerwana hai to jitney teacher sm niykt hai savi ka tet ho to doodh ka dhoodh .....

Unknown said...

Plz. Reply de

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.