शिक्षा मित्रों को जनवरी से मिलेगा नया वेतन : शिक्षक बनते ही पाएंगे 25 हजार

  • 60 हजार शिक्षामित्रों का दिसंबर में पूरा होगा प्रशिक्षण
  • निदेशालय ने तैयार किया प्रस्ताव
  • 2 अरब 99 करोड़ के बजट का प्रावधान
लखनऊ । पहले चरण में प्रशिक्षण पा रहे शिक्षा मित्रों को शिक्षक बनने पर 24,970 रुपये वेतन मिलेगा। ऐसे 60 हजार शिक्षकों के वेतन निर्धारण का प्रस्ताव बना लिया गया है। इसी के अनुसार अनुपूरक बजट में प्रावधान भी किया गया है। इन शिक्षा मित्रों का प्रशिक्षण दिसंबर में पूरा होगा और जनवरी में शिक्षक के तौर पर इनका समायोजन किया जाएगा।
प्रदेश में एक लाख 24 हजार शिक्षा मित्रों को दो चरणों में नियमित शिक्षक बनाया जाना है। पहले चरण में जनवरी-2014 में 60 हजार शिक्षा मित्रों का प्रशिक्षण पूरा होने पर वे नियमित हो जाएंगे। उसके एक साल बाद जनवरी- 2015 में 64 हजार शिक्षा मित्र नियमित होंगे। इनके अनुमानित वेतन और उस पर आने वाले खर्च का प्रस्ताव तैयार कर लिया गया है। बेसिक शिक्षा निदेशालय में वित्त नियंत्रक ने यह प्रस्ताव निदेशक को भेज दिया है।
प्रस्तावित वेतनमान के मुताबिक 9300 रुपये पेबैंड, 4200 रुपये ग्रेड पे, 10800 रुपये महंगाई भत्ता और 670 रुपये किराया भत्ता दिया जाएगा। शुरू में कुल वेतन 24,970 रुपये होगा। इस पर आने वाले खर्च के लिए सरकार ने जनवरी- फरवरी-2014 में दो अरब 99 करोड़ 64 लाख के अनुपूरक बजट का प्रावधान किया है। दूसरे चरण के 64 हजार शिक्षा मित्रों के वेतन पर चार अरब 79 करोड़ 42 लाख 40 हजार रुपये के खर्च का अनुमान जनवरी- फरवरी-2015 के लिए किया गया है।
उप्र शिक्षा मित्र-शिक्षक कल्याण समिति ने इस पर खुशी का इजहार किया है। समिति के अध्यक्ष अनिल कुमार वर्मा, महामंत्री शिवशंकर राजभर और उपाध्यक्ष रश्मिकांत ने सरकार को इसके लिए धन्यवाद दिया है।
(साभार-:-अमर उजाला)


शिक्षा मित्रों को जनवरी से मिलेगा नया वेतन : शिक्षक बनते ही पाएंगे 25 हजार Reviewed by Brijesh Shrivastava on 9:07 AM Rating: 5

70 comments:

Anonymous said...

Unka kya hoga Jo btc aur b.Ed kare hue hai,jinke liye tet jaruri hai

Anonymous said...

Btc aur bed walon ko coart jana chahiye ki sarkar dohri niti kiyon apna rahi hai.

Unknown said...

kya NCERT ka niyam B.ed., BTC walo ke liya hi hai.

Unknown said...

सहायक अध्यापक के लिए टीईटी अनिवार्य है। परिषदीय स्कूलों में कक्षा एक से पांच तक के बच्चों को पढ़ाने के लिए ऐसा कोई व्यक्ति नियुक्त नहीं हो सकता जो टीईटी की अर्हता न रखता हो। यह आदेश इलाहाबाद हाईकोर्ट की पूर्ण पीठ ने प्रभाकर सिंह की यचिका पर 30 मई 2013 को दिया। कोर्ट ने बीएड डिग्रीधारकों को टीईटी से छूट देने की अनिवार्यता को अमान्य कर दिया है। (साभार-:-अमर उजाला)

Anonymous said...

Tet pass ko hi assitant teacher post per apointment dena chahiye.shiksha ki gudbatta ka dhyan sarkar ko rakhna chahiye na ki shiksha mitro ki sankhya ke aadhar per vote ka.

Anonymous said...

Tet pass ko hi assitant teacher post per apointment dena chahiye.shiksha ki gudbatta ka dhyan sarkar ko rakhna chahiye na ki shiksha mitro ki sankhya ke aadhar per vote ka.

Anonymous said...

Very bad

Anonymous said...

bahut accha hova kab se raha dek rahe the sarkar ne in ki 13 varso ki tapsiya poori ker di..........

Anonymous said...

vashtaw me sikshamitra na hote to school khulte hi nahi sarkar unhe uchit enam dene ja rahi hai

Anonymous said...

bed bale chhote bachchon ko padhane me ruchi nahi lete

basicnews24 said...

Jis gaddhe me b.ed bale gire hai. bo unke dwara hi khoda gaya tha. aur abhi ups bharti me bhi yahi ho raha hai. kabhi kabhi adhika hoshyari nuksan dayak hoti hai.

shiksha mitra Btc karne ke baad naukri mil rahi hai.koi khairat me nahi . rahi baat tet ki to shiksha mitra Rte lagu hone se pahle teaching kar rahe hai. isliye un par tet lagu nahi hogi. so dusro ki tang khichna band karo .

basicnews24 said...

sir g

ye bastbikta hai.

basicnews24 said...

sir
jiske aap jaise subh chintak hai. unka bura kaun kar sakta hai
thanx

Anonymous said...

school jate nahi hai dada giri karte hai padate hai nahi . vetan chayiye 25000

Anonymous said...

kashyap ji rte lagoo hone se pahle shiksha mitra sahayak adhyapak k roop me niyukt nahi the lihaja tet unke liye bhi anivarya hai..

Anonymous said...

vote k liye ye sarkar kisi bhi had tak gir sakti hai . very very bad !

Anonymous said...

T.E.T DENE MEIN FATI KYON HAI?

Anonymous said...

kashyap ji shiksha ki gunvatta ki bat karte hue jara bhi aapko sharm nahi aati ! jab se shiksha mitro ki niyukti up me hui hai tab se basic shiksha ka satyanash ho gaya hai. kis muh se B.Ed. walo ki tulna kar rahe ho ?

Praveen Pathak said...

शिक्षा मित्र जब से स्कूल में आये है तब से प्राइमरी स्कूल की व्यवस्था ध्वस्त हो गयी है और कहते है की बीएड वाले नही पढ़ते । ये कोई नही बताता कि शिक्षामित्र कितने दिन स्कूल जाते है।

Anonymous said...

sabhi ko tet pass karke naukari mil rahi hai to sikshamitra ko tet bhi pass karna jaruri hona chahiye.sikshamitron ko to tet aur bhi jaruri hai kiyon ki usme kai log farji tareeke se naukari paye sirf gaon me merit banane se naukari pane ka koi haq nahi hai.ye meherbani sirf vote bank ki rajneeti hai ek din sarkar ke passsteachers ko vetan dene ke liye paisa kam padega

Anonymous said...

shiksha mitro ko ek aplication tak likhni nahi ati wo bacho ka kya bhala karenge. sarkar vote ki khatir primary bacho ka satyanash karne ja rahi hai. aur iske liye janta sarkar ko kabhi maaf nahi karegi.iska sarkar ko ulta fayede ke jagah nukshan uthana padega sarkar ki sthiti lokshabha chunav me kafi kharab hone wali hai.sarkar ko ab bhi dimag se kaam lena chahiye kyoki is faishle se janta awam bacho ka jayda nuksha hoga.

Anonymous said...

very bad news to all children.

Anonymous said...

very bad news to all children.

Unknown said...

TET sabke liye hona chahiye sir nhi to Mritak ashriton ko bhi select kijiye assit teacher me.

GOVT ek dum se apni chhbi kharab ker rahi hai........

sabpe dhyan nhi de rahi hai............

kripya GOVT sabpe dhyan den.

Unknown said...

Govt ne Mritak Ashriton ko BTC me select kerne ker ke TET karane ke liye boli thi per abhi tak koi shashana des nhi jari ki..aur abhi tak kuchh nhi ki kripya sabpe dhyan dijiye....

Unknown said...

TET sabke liye hona chahiye nhi to aur log jo BED and BTC kiye hain 2009 se pahle ke unko bhi select kijiye assit teacher ke liye..

Unknown said...

Govt loksabha to loksbha vidhan sabha ke liye bhi apni chhavi kharab ker rahi hai...kripya dono chunav ko madhya najar rakh ker Govt apna work karen aur sab pe dhyan den.. tab jake Govt ka kalyan hoga aur hamesha win kerti jayegi ye UP ki present Govt..jo jo promise kiye hai janta se sabka mang pura karen aur vo bhi aachar sanghita lagu hone se pahle nhi to kuchh nhi hone wala hai chunav me es GOVT ka..

Anonymous said...

Ye sarkar. Bewakofo ki hai tabhi to bewakofo ko is tarah se bharti karne ki bat kar hai leakin sarkar. Koye nahi bholna chahiye ki shiksha mitror ka selection gram panchayt dwara. Huwa tha. Sarkar ko panchayti raj vavashtha ke adhikaro ka hanan karne ka adhikar. Hai kya ?
Konon ke jankar apni ray joror de

Anonymous said...

shikshamitro ka samayojan ho raha hai na ki nayi niyukti, tet nayi niyukti walo k liye hai.......

Anonymous said...

tum b.ed wale kitne kabil ho kisi se chhipa nahi hai.sabse jyada farji digreedhari b.ed wale hi hai.tet me 6% b.ed walo ka pass hona unki vastwik sthiti darshati hai. ye sirf alochana karne ki kabiliat rakhate hai .jisake chalte ye gart me ja rahe hai ab to bhagwan hi inka malik hai.

Anonymous said...

bad news for you because you are realy very very badman.

Anonymous said...

adhi adhuri jankari lekar kanunwid na bano .vivek ji v ivek ka prayog karke baki tathyo ko bhi janiye apki khujali khatm ho jayegi.

Anonymous said...

Sarkar enako 25000 nahi 50000 rs de lekin enaka pad wahi rakhe bina t.e.t. ke a. Teacher ke pad par nahi niukt hona chahiye.

Unknown said...

shiksha mitro ka chayan pradhan ke dwara hua tha jbki primary teacher ka chayan bsa dwara hota h ab inko bina tet ke samayojit kr techer banana to sirf vote k liye hi h to fir sbtc or btc balo ko chhut kyo nhi. or do is srkar ko vote agar abhi bhi ankhe na khologe to kb is srkR ko bhi do ki hm kitni takat rakhte hain

admin said...

Inka transfer bhi karo.TET pass hi teacher lage.Tab phate gi

Anonymous said...

are bhai koi akhilesh ji ko samjhao! inki sarkar me koi niyam kayda hai ki nahi !!!

Anonymous said...

Sarkar inhe 25000 dekar bed or tet paas ka level gira rahi h.sarkar shayad ye nhi janti ki.kitne sm aise h jinpar hindi likhni tak nhi aati..bachho ki shiksha ki gudwatta k bare me fir to bhul jaiye.ye salary milne k bad shiksha ka level or girega.ir tet se free karne ka kya auchitya h.atleast tet to hona hi chahiye

Anonymous said...

1year me bed kya kar liya primary ke khab dekhne lage s.m. 13 verso se mehnat kar raha hai bed walo ko iter colege me jane se kyon fatte hai

Anonymous said...

Jb 13 sal ka anubhav h to TET se kyo ft rhi h ,13 sal me jitna mehnat kye ho bed wala 1 sal me usse jada kiya hoga

Anonymous said...

School kholne aur band karneu layak hi h

Anonymous said...

Tu 13 sal naokari kiyo ho aur uske badale me paise liye ho kisi par ehasan nahi kiye ho ..agar pa






Anonymous said...

bilkul sharm ani chahiye kyoki b..ed wale to atulniy hai, mahan hai,pratibhawan hai,kintu bechare primary teacher banane me lachar hai 3 sal se brchare wait kar rahe hai.kyoki inko pata hai primary ke alawa inka kahi gujara hi hai aur yaha bi bechare dhakke kha rahe hai.

Anonymous said...

tu s.m. log 13 saal me basic shiksha ka terahi kar diye ho kuchh sharm haya bachi hai ki nahi! chale hai B.Ed. walo ki tulna karne....

Manoj Kumar Singh said...

Sir ji namskar
Districr kannaujke chhibramau blok first batch ke sm bhaiyon ki taraf se admin panal ko hardik badhai
Manoj kumar singh
District pramoter kannauj
Ps dalupur
Chhibramau kannauj209721

Anonymous said...

Fati to 72825 logo ki form dala tha tab kya go pada tha ukt tay tarik me niyukt na ho pana uljhan to hai
Fir vahi kahavat
KHISHIYANI BILLI KHAMBA NOCHE

Anonymous said...

tum shiksha mitro ko 11 month ki salery multi h tum keval school me jhadu lagane or school kholne or band karne k liye ho tum met bhi jaoge tab bhi sarkar tum he nokri nhi degi 2014 election k baad sarkar tumhe laat marke baher ker degi or naye shiksha mitra rakh legi tumhari maa ...........

Anonymous said...

Andher nagari anboojh raja tke ser bhaji tke ser khaja........yh kahawat vartman sarkar pr100/ laoo ho rha h is sarkar ko traind aur untraind me koi antar nhi dikh rha h....

Anonymous said...

sub k leye 1 niyam hona chahiye ?
TET sabke liye hona chahiye sir nhi to Mritak ashriton ko bhi select kijiye assit teacher me.
danish pilibhit 9219245438

Anonymous said...

Shailendra Sharma ji
.agar ap ek mirtak ashirit to plz call me ?
danish pilibhit 9219245438 and koi mirtak ashirit ki koi news ho to meri email id - danish.khan_786@yahoo.in par sent karo ?

Anonymous said...

samayojan ka matlab to samjhao koi shiksha mitra

Anonymous said...

sarkar s mitro ko bewkoof bna rhi hai

Anonymous said...

netagiri ke alawa inko aata hi kya hai

Anonymous said...

Bhai ji aap bhi sabra rankhe aapka bhi number jaroor aayega..............kr bhala, ho bhala, sabke bhale me apna bhala..............

Anonymous said...

are bhai sahab bed walo ka case to phle hi court me hai, ek baar fir nai yachika dayar krke use kyo adhik uljhana chahte ho........... ye SM aapka to kuchh nhi le rhe aapke liye ghoshit riktiyon me to katoti nhi kr rhe ........... ye to apne haq ke liye or apne bhavisaya ke liye maang kr rhe hai........... or apna haq mangne ka to har kisi ko adhikar hai ................ plz aap aisa kre jo oro ko bhi achchha lage................JAI MATA DI

Anonymous said...

are bhai sahab bed walo ka case to phle hi court me hai, ek baar fir nai yachika dayar krke use kyo adhik uljhana chahte ho........... ye SM aapka to kuchh nhi le rhe aapke liye ghoshit riktiyon me to katoti nhi kr rhe ........... ye to apne haq ke liye or apne bhavisaya ke liye maang kr rhe hai........... or apna haq mangne ka to har kisi ko adhikar hai ................ plz aap aisa kre jo oro ko bhi achchha lage................JAI MATA DI

Read more at बेसिक शिक्षा परिषद NEWS : http://news.primarykamaster.com/2013/09/25.html#ixzz2fsrej5Yk

Anonymous said...

are bhai sahab bed walo ka case to phle hi court me hai, ek baar fir nai yachika dayar krke use kyo adhik uljhana chahte ho........... ye SM aapka to kuchh nhi le rhe aapke liye ghoshit riktiyon me to katoti nhi kr rhe ........... ye to apne haq ke liye or apne bhavisaya ke liye maang kr rhe hai........... or apna haq mangne ka to har kisi ko adhikar hai ................ plz aap aisa kre jo oro ko bhi achchha lage................JAI MATA DI

Read more at बेसिक शिक्षा परिषद NEWS : http://news.primarykamaster.com/2013/09/25.html#ixzz2fsvOYSAW

Anonymous said...

sikshamitro ko pakke hone ka haq hi nhi h

Anonymous said...

Bhai ji aap apni wani or shaili ko jra sudhar ke comment kre to kitna achchha hoga kyonki ye shabd shikashak ki sahili ke nhi hai

Anonymous said...

Kyon haq nahi hai bhai jara hame bataye...jab s.m. Ko school jane, teaching karane ka haq hai to ye kyon nahi hai...

Anonymous said...

Bhaasha shaili se tum teacher nahi, fateacher lagte ho..

Anonymous said...

Tum ye kyon bhool jaate ho jhadu pocha karne ke liye jhukna padta hai..aur Jhukna vahi janta hai jise apni manjil paani ho..jaise bina jhuke EVREST par nahi char sakte ho...
Isliye tumhari ma ka.........,(thought positive)
isme koi dosh nahi dosh tumhara hi hai...

Anonymous said...

isliye ki tum log is pad k yogya hi nahi ho...

Anonymous said...

kyoki tumhari bharti Pradhan ki sifarish pe usi gaon me headmaster k dwara vibhag NE karai h jabki sarkar is tArah kisi ko nhi rakhti tumhe sirf isliye rakha gaya h jisse school samay se khule school ka gaon k logo se sambandh bana rahe gaon ki sari jankari vibhag ko milti rahe

Anonymous said...

kyoki tumhari bharti Pradhan ki sifarish pe usi gaon me headmaster k dwara vibhag NE karai h jabki sarkar is tArah kisi ko nhi rakhti tumhe sirf isliye rakha gaya h jisse school samay se khule school ka gaon k logo se sambandh bana rahe gaon ki sari jankari vibhag ko milti rahe

Anonymous said...

s.m. ko sarkar NE keval 11 mahine ke contract pe rakha tha s.m ko to vibhag or sarkar ka ahsan manna chahiye ki tumhe abhi tAk sarkar NE nikala nhi

Anonymous said...

Yogya kyon nahi hain ye b to batao..

Anonymous said...

S.m. Hi samay se school khole jab ki adhyapak to ye janta k school khulne ka samay kya hai. to wo school samay se jayega kaise.. Isiliye 9 baje aate hain aur 12 bajne se pahle chale jate hain guru ji.. Ne to GURU shabd ka mahatwa hi khatm kar diya... Rahi baat school aur gaon k samband ki to pahle tum bachcho se sambandh banao gaon se tabhi to banega..tum to bachcho ko chhune se darte ho kahin gande na ho jayen...(GURU ko gurur shobha nahin deta)

Anonymous said...

shikshakon ko unki yogyata or gyan k aadhar pe vetan Milta h jabki s.m k pass ye dono cheez nhi h

Anonymous said...

parishadiye schools me hone wale sports kab shuru honge???????

Unknown said...
This comment has been removed by the author.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.