नि:शुल्क यूनिफार्म की गुणवत्ता एवं समयबद्ध वितरण सुनिश्चित करने हेतु विडियो कॉन्फ़्रेंसिंग दिनांक 7 व 9 अक्टूबर 2013 के सम्बन्ध में ।
नि:शुल्क यूनिफार्म की गुणवत्ता एवं समयबद्ध वितरण सुनिश्चित करने हेतु विडियो कॉन्फ़्रेंसिंग दिनांक 7 व 9 अक्टूबर 2013 के सम्बन्ध में ।
Reviewed by Pranjal Saxena
on
7:34 PM
Rating:
18 comments:
200 rupaye me kya milega ? kapda ya darji ki majdoori ? ya fir gudwatta ?
ये कहने वाले मास्टर ही 140 वाली ड्रेस लेते हैं !
uniform ka vitran jile star par tender dwara sabhi school me bhijwa de to qwality poore jile me 1 jaisi bani rahegi
Sahi kah rhe ho. Bsa khud hi apne label par dress ka distribution karwaye
Sahi kah rhe ho. Bsa khud hi apne label par dress ka distribution karwaye
Jo log chilla rhe hai ki 200
me kya milega. Vo hme btaye ki pichhle sal free bt rhi thi kya? Jaise pichile sal bata abki bar bhi bat do. Han massab kamai kuchh km hogi.
lagta hai aap shikshak nhi hain, shikshak hote to aisa na kahte, is saal gunvakta khrab hone pr FIR hogi. 200 rupaye me gunvakta aap jaise log hi de sakte hain
Ye IAS 200 rupaye me gudvatta vali dress batne ka aadesh dete h. Ye khud 200-300 rupaye ka underwear pehente h . Ye garib bachcho ke sath majak nhi h to kya h ?
Vibhag dwara jari niyamo ke anusar dress vitran impossible.
Kewal theka vyavastha se hi sambhav.
200rupye me to gudvatta Bali dress batana impossible hai
Sarkar ko agar gudwatta pr itna sak h to sarkar kyu nhi khud jari budge me achhi gugudwatta ka kpda lekar aur achhe darji se silwa kr vitran kra deti km se km sarkar ko viswas to rhega ki kpde ki gugudwatta achhi h
Bhae kis jile me 140 ki milati hai. Vahi se har jile me suply karo avshesh se uper niche sub khush ho jayege.
Sarkar khud dress bate
teachero se yeh kaam karane se teacher ko yeah fayda hoga ki who aage chal kar ek ache tehkedar ban jayenge, reiterment ke baad ek readymade kapdo ki dukaan jaroor khol kar baith sakte hai.
sarkar teachers ko padaney me dhyan dene ki kahe uniform distribution ka kaam BSA ki duty me daal de teachers ko school chalaney de aur bacho ko padaney ka kaam karne de.
aadesh ki copy thodi badi cchhapen
sarkar ko chahiye ki jis prakar laptop ki supply ek company se li hai usi prakar kapde ke company ko supply order de kar kapde ki piece pratek bachche ko de de. student apne naap ka silwa le. silwai ka paisa bhi seedhe bachche ko diya jaye
Bilkul shi kha dost.
Post a Comment