उरई : जिला बेसिक शिक्षा अधिकारी दिनेश कुमार सिंह राठौर ने बताया कि परिषदीय विद्यालय एक अक्टूबर से सुबह 09:30 बजे से दोपहर 3 बजे तक खुलेंगे । साभार : दैनिक जागरण
17 comments:
Kya ye samay pure up ke liye hai ?
Transfer list aayegi ya nahi sahi jankari de
Ye samay sabhi janpado me lagu hona chahiye . Mahila shikshko jo gramid chhetro me karyarat he unke liye bhi ye samay uchit he..
fa
orai k bsa ne kha ki 10 se 5 hai.3 baje wali news kha se aagaye hai
GOOD NEWS FOR TEACHER.THANKA.
dainik jagran jalaun padhiye.
vidyalaya hamesha ke liye 9.0 se 3.00 baje tak kr dena chahiye.
अभी यह बयान है दैनिक जागरण के उरई संस्करण में .......... जब आदेश प्राप्त होगा तो वह भी यहीं चिपकाया जाएगा !
bsa oari ke adesh ka gov. order khana hai, plese post it
क्रिपया भ्रामक खबरे न दे.जब आदेश आ जाये तो उसे पोस्ट करे.
chup raho
ye website bahut hi achi h or teachers k liye bahut upyogi ise banane walo ka thanks
nahi 9:30 se 3 baje tak kyo 30 minut kharab ho
School ka yeh time hum jaisi mahilao Ke liye bahut accha hai,
Har Jan pad ke liye alag samay to hoga nahi .
kanhi kuchh gadbad to hai .
Krapya spast Karen.
pure Pradesh ka niyam ek hota hai
Post a Comment