शिक्षामित्रों की परीक्षाएं 20 अक्टूबर से : टीईटी से मुक्त रखने का भी मिला आश्वाशन !
शिक्षामित्रों की परीक्षाएं 20 अक्टूबर से : टीईटी से मुक्त रखने का भी मिला आश्वाशन !
Reviewed by Brijesh Shrivastava
on
8:32 PM
Rating:
94 comments:
tet ke bina teacher impossible.jab B.Sc.B.Ed vaale tet deker naukri pa rehe hain to siksha mitra kyon nahi.shiksa mitro ko tet se dar lagta ha kya.
Bina tet koi bharti maney nahi hogi
Jo log merit me select hokar btc course krte hain jb unke liye tet pass karna zaruri hai to ye shiksha mitra kyun nhi krenge tet. Ye neta log bs apna vote bank bnane ko ashwashan dete rhte hain...
wo shiksja mitra nahi shiksha shatru hai shale........
sare shiksha mitra sarkar k damad jo hai wo tet kahe denge...............
shiksha mitra 12-13 year se shikshak ka hi karya ker rahe hi unka samayojan hona hai is karan unko tet nahi dena hi ...
shikshamitro ka samayojan without TET january 2014 jaroor hona chahiye.
kabhi kisi shikshamitra se baat kari hai? mujhse contact kar sab pata chal jayega9837781099 . aur ye saley ki bhasa kisi padhe likhe ki to hjai nahi
shiksha mitro ne hi schoolo ki halat khrab kar rakhi jo bacche pustak nahi pad pate ha.math ke sawal nahi kar patein ha.Teacher school me samay se aa raha par shiksha mitra 1-1 ghanta late aatein ha.jaise navab sahab ho. 5% shiksha mitra apni jimmedari sahi nibha rahe ha. ve vaastav me teacher banney layak ha.
wah ji wah surender ji aapne to sm ki pol khol di..aapko to bharat ratan nhi to kam se kam paramveer chakra milna chahiye
S.m.ka tet nahi hoga chahe koi shart lga le.
mirtak ashrito ko bhi tet se mukt karo ? danish pilibhit 09219245438
tet sabhi ke liye jaruri hai
election nazdik h ab to sarkar inhe BSA bhi banayegi or elections k baad sabko pata h ki kya hoga
sabhi shikshak Jo transfer k liye pareshan h pareshan na ho jaldi hi transfer ki 3rd list aayegi bas sabhi ko apne star se prayas karne ki zarurat h
sabhi shikshak Jo transfer k liye pareshan h pareshan na ho jaldi hi transfer ki 3rd list aayegi bas sabhi ko apne star se prayas karne ki zarurat h
shiksha mitra prathmik shiksha ki redh
hai. usey 12 years ki mehanat ka fal tet mukt samayojan karna govt. ka ek sarahney kadam hai.
shiksha mitro ka jan.14 m with out tet
samayojan ho jana chaiye.
shiksha mitra prathmik shiksha ki redh
hai. usey 12 years ki mehanat ka fal tet mukt samayojan karna govt. ka ek sarahney kadam hai.
shiksha mitra prathmik shiksha ki redh
hai. usey 12 years ki mehanat ka fal tet mukt samayojan karna govt. ka ek sarahney kadam hai.
Shikshamitra ki bharti inter base par huai hai grampanchait satar par jugad lagar TET pass karna jaruri hona chahia jisse farji bahar ho sake
BACCHO KI TO SOCHO KOI UNKI BAT NAHI KARTA HAI
Shiksha mitra ka bhi TET pass karna jauri hona chahai nahi to damayozan fus jayega
Bina tet ke samayojan karne par mamla courat jayega aur 5-6 mahine ke liye fas jayega
S.M. ka smayojan sarkar chahe TET lekar kre ya bina TET ke lekin sarkar ko shiksha ki gudwatta jaise shbd bhul jana chhiye qki SM kitna gudwatta la sakte h ye sbi achhi tarah jante h
Aap bilkul shi kah rhe h RIDH hmesha piche rhti h agar RIDH aage aa jayegi to gudwatta apne aap bigad jayegi isliye RIDH ko piche se hi sport krte rhne dena chahiye.......sarkar b pgla gyi h kya
Hi
2% shiksha mitra aise honge jo gudwatta yukt honge warna sb bekar hai. english aati nhi math aati nhi sanskrit aati nhi kya padhayenge ye log .
Ha sab kuch to enke dushmano ko aata hai
Shikshamitro ke samayojan se aaplogo ko kyo pareshani ho rahi hai.agar unka samayojan nahi huaa to tumhe naukri milegi kya?
Bharat Ratna Aaapko Jaroor Milega
Shikshamitra shiksha me kitni gudwatta laye hai ye shikshamitra se lekar adhikariyo ko pata aapko chinta karne ki jarurat nahi hai
1.75 lac pad shiksha mitro ke lia he srijeet hi un per kisi our ki bharti nahi ho sakti ...
jab 12 13 saal se school me peon ka kaam kar rahe ho
to puri umar aise hi kaam karne me kya pareshaani hai.
Bina kisi pareshaani ke apne gaon me haraam ke 3500 Rs. koi kam nahi hai.
kisi ko naukari mile ya na mile
lekin in harami siksha shatruo ko sarkari naukri mil gayi to ye primary educetion ka vinaash kar denge..
aur 2014 me tujhe india ka prime minister bana dena chahiye.
siksha shatruo anpadhaur gawaar hi to hote hai....
Shatruo se baat karne ka matlab apni khud ki hi insult karne ke barabar hai.
Aur rahi in shatruo ke samayojan ki baat.
To in shatruo me se ek ko to primary school me school ka tala ( lock ) kholne ke liye peon ( chaprasi ) bana dena chaahiye.
Aur doosre siksha shatru ko usi school me jhaaroo lagane ke liye safaai karamchaari bana dena chaahiye.
Jawab dijiye
1. Agar tumhe apni education par itna hi guroor hai to I.S, P.C.S. Kyon nahi kar lete Kahe primary k peechhe jhak mara rahe ho.
2. Agar shiksha mitro ko math,english aati nahi to Election commission shiksha mitro ko B.L.O. kyo bana raha hai..
NOW
3. Rahi baat gyan ki to chahe online or offline face 2 face comption kar sakte ho..pata chal jayega k hum kya hain.. Its my chalenge..
Ridh ki haddi ko kamar me peechhe hi rahne dena chahiye.
Gale ki haddi nahi banana chahiye.
Varna bahut pareshani ho jaayegi.
are yaar aap jab itne intellegant ho to kewal tet se kyo dar rahe ho.
Ek baar tet ka exam dekar dekh lo.
Tum sabhi shatruo ke dimaag sahi ho jaayenge
Jab sarkar shikshamitro k liye tet ka mana kar rahi to tumhe kya aitraz hai..mere khyal se aapko teacher nahi sarkar ka salahkaar hona chahiye..
Ek haram khor hi shikshamitro ko harami kah sakta hai...
Shiksha mitro ko b l o isliye banate hai ki wo sale padhane k layak nahi.2agar yogya candidate uplabdh hai to inhe assistent teacher banana hi nahi chahiye
.pahle p.s ke bachche bade hoker I a s /p c s bante the jabse shiksha mitro ko bharti kiya gaya basic shiksha rasatal me pahuch gai hai ager sm 1aur2ko padhate to kuchh achha hota per ye to netagiri karte hai.
Tumne to bewkoofi ki had ker di
Ha ha ha ha teacher mahoday aapko ye malum nahi ridh ki haddi gale ki haddi se jyada valuable hai..
Abe Sale sab jante hain ki shiksha mitra hi b l o k layak hai tum nahi kyu k govenment ko kam chahiye tum jaise kamchor nahi..
Challenge krne wale bhaisahab apne to challenge jrut kiya lekin yha b apna nam pta chipa kr apni kmjori sabit kr diya challenge krne wala kbi apneaap chipata nhi
Aur rhi bat BLO bnne ki to aap b jan lijiye ki BLO dwara bnayi gyi nirwachan suchi ko abi b nirwachan ayog ko bar bar sansodhit krani pd rhi h kisi ka naam galat h to lisi ka photo kisi aur k jagah lgayi gyi h n biswas ho to aap apne nirwachan chhetra ki suchi fir se dekh lijiyega apko khud apka jabab mil jayega
Bhaai sahab aisa to pichhle chunav mein b hua tha jab to aapke hi bhai log duty mei lage the to list mei galtiya kyo thi bataye..
Sare BLO ne apni puri mehnat aur apni puri kshmta lgaker asisi suchi bnayi h jisko nirwachan ayog ko bar bar sansodhit krani pd rhi h ...........ajdam shi h jaisi yogyta waisa kam
Sare BLO ne milkar aisi suchi bnayi h jisko aaj tak bar bar nirwachan ayog sansodhit krwa rha h . .. .kya kre bechare jitni yogyta thi utna hi to kr sakte h
kaisa prayas kare aur kab tak lisist aayege plez tell me
plez tell me your number plez
in faltu k bakwash se kya milega kch nhi agr sarkar inko tet se mukt kr rhi hi to taiyari kro sarkar se ladne ki agr inko tet se mukt rakha gya to sari posting without tet hogi, aur ye sm jante hai ki ye tet pas nhi kr payege ishi liye chilla rhe hai agr quality hoti to chillate nhi, ADH BHR GAGRI CHALKAT JAAI
Ha ha ha ha ek suchi ko sare b l o ne milkar banaya but hum sare b l o nahin milte, saari suchi hi akele banate hai..
BECAUSE
We always think positive
bhai tet ko goli maro pehle ye batto ki btc 2013-14 merit kab out hogi jab btc ker lege to tet bhi clear ker lege
sale sm cm ke dhamad h aur pm ke brother in law
Aur jo 15 sal man se padhai krke mehnat krke merit me aata hai unka kya ??? SM log bina kisi mehnat kre tet b nhi denge !!! Akhir q???? Kya merit me aane ke liye mehnat nhi krni hoti hai. Btc wale teacher ki mehnat ka kya?
SHIKSHAMITRO KI SAFALTA SE PAGAL HO GAYA
in shiksha shatro ko chowkidaar bana dena chahiye aur ladies shiksha shatroni ko to school mein jhadoo se lekar bachoon nilhane kapde dhoney aur unke chutaar saaf karaney kaam de dena chaiye
Aur jo 15 sal man se padhai krke mehnat krke merit me aata hai unka kya ??? SM log bina kisi mehnat kre tet b nhi denge !!! Akhir q???? Kya merit me aane ke liye mehnat nhi krni hoti hai. Btc wale teacher ki mehnat ka kya?
Sahi kah rhr ho....dam hai to tet pass krke lgo..aukat malum pd jayegi..
Tumhari education to primary layak b nhi hai. Tbi to tet dene se dar rhe. Hamari education aisi thi ki merit me aakar tet qualify krke teacher bne hain..
Kya yar apni fjihat krwa rge ho akele suchi bnaye ho iska matlab isme jitni b kamiya h un sabke jimmedar tum hi ho....jb sahi sahi karne ki chhamta nhi h to kyo itni bdi jimmedari lete ho ki hr jagah thu thu hoti h .........
Main 20 years se teacher hu bhot mehnat ki hai verma ji muje bsa bnwane me meri madad kro
.....
Sahi kah rhr ho....dam hai to tet pass krke lgo..aukat malum pd jayegi..
Achcha to tum ye batao k tumhe angoor todne mein maza aata hai ya pade hue khane mein...
Hurry up
Jaldi likh ghochu..
Teacher bane hain to bane rahe but jitna time aap in comments likhne me kharab kar rahe hain wo time kisi student ko teacher banane mein karein to aap mahan teacher b ban sakte hain..
Hasn tum to bhot mehnat krte ho na.. aur agar tum comment likhne me apna time kharab krne ki jagah tet ki taiyari kr lete to tum b ek mehnati teacher kahlate... but tumhe to tet se darrrrr lgta hai.
Hasn tum to bhot mehnat krte ho na.. aur agar tum comment likhne me apna time kharab krne ki jagah tet ki taiyari kr lete to tum b ek mehnati teacher kahlate... but tumhe to tet se darrrrr lgta hai.
are yaar supreem court ne to aapka pad naam (post) badalkar sikshaSHATRU rakh diya hai.
Fir q baar baar wahi purana raag alaap rahe ho.
AAP LOGO KITNE BADE ***SHATRU*** HO ?
ISKO TO SUPREEM COURT TAK JAANTA HAI.
Kya yaar ulti karke khud hi chaat lete ho.. Aisa kahe likhte jise hatana pade.. Likh gaya so likh gaya ise apni galti samajh kar aatm hatya kar le...
agar apne aap par itna hi ghamand hai to mujhse baat kar dusht. mujhe pata hai tu insaan nahi ho sakta kyonki insaan dusron ki buraiyan nahi balki apni dusht tayen sudharta hai . mai ek shikshamitra hu lekin tu koi bhi ho mai tujhse kisi bhi subject par compete karne kotaiyaar hu ek baar phone to kar.
haraamkhor naam kholkar baat kar.
tum sab ***shatru*** jab master se apne maandey ke liye gidgidate ho to bahut achchha lagta hai....
Tum ***SHATRUO**** KI YAHI AUKAAT HAI
main hu don
ABE SHATRUO COMPTITION KA AGAR ITNA SHAUK HAI........
TO TET SE Q DAR RAHE HO.
Tum SHATRUO ko agar 8th class ke exam me baitha de to usi exam me fail ho jaaoge.
Aur ye BAAT tum SABHI *******SHATRU****** bahut achchhe dhang se jaante ho.
Lekin is baat ko koi bhi ***SHATRU**** accept nahi karta hai...
Aur koi kare bhi q....
Qki sach hamesha kadwa hota hai.....
shatru shatru shatru shatru shatru shatru shatru shatru
Are tum bed bale pagal ho gaye tum to aapas me ladte ho..pahle to tum teacher ban nahi sakte kyo ki tumhari bhasha ek gamar bali h..ha yadi ban bhi gaye to sabse phle school me tumhari...sm...mare ge tub tum jor se chillaoge tab sm apne gao se apne sathio ko bulakar tumhari es tarah ...dega ki sil nahi paye gi
Ha..ha...theek kha bhai enke sath yahi hona chahiye hame bhi bula lena
S.m. ke samayojan se parsani nahi hai . Paresani hai ke hi post ke lie do mapdand rakhane se hai.kyo kisi ko tet se chhut milini chahia.
Ham bed tet pas shikshamitro ki barabari nahi kar sakte..kyo ki ham aapas me hi ladte rahege ...sm me ek jutata h..hamari sankhya bhale hi sm se jyada ho lekin sm ne apni khud wev site up shikshamitra.com ka nirman kar liya h..jispar ye log har samay apne vicharo ka aadan-pradan krte rahte h..aur ham log sari urja gali-galauch me kharch kar rahe h..unki bhasa me madhurta h..sarkar,,samaj aur unka shiksa vibhag unke sath h..ham log unka samayojan nahi rukwa sakte..ha apni bharti rukbane me ham mahir h...
bahut ho gya padte padte ab thak gya.ha ek bat c mai shmat hu ek pad do mandand nahi chalega.mai to apne sm c bar bar yahi kahta hu ki tet c daro nahi padai karo. choot mil gyi to akcha nahi to exam dekar le lo
smayojan ho jane ke bad hum log penson ki court me mang karege kyuki hum log 2001 se kam kr rhe hai tumor tab kya karoge
smayojan ho jane ke bad hum log penson ki court me mang karege kyuki hum log 2001 se kam kr rhe hai tumor tab kya karoge
Kyo tumhe b apni fadwani h kya
Abi SC ne adha naam hi bdla h agar court gye to sayad wha pahucha degi jaha se chle ho.....
ye saale agar teacher ban gaye to sabhi ko doob k mar jana padega......
inke liye bhi tet anivarya hona chahiye
inke liye bhi tet anivarya hona chahiye
shikhsha mitron ko tet hona hi chahiye aur samayojan bhi ye kuch nhi karwate school mein bas time pass karte hain
shikhsha mitron ke karan hi to shiksha ka bura haal hua hai . bachon ko kuch nhi sikhate hume 4- 5 class mein bachon ko akshar pahchan karwane padte hain naam tak likhna nhi sikha paye shiksha mitr students ko wo bhi hum 4-5 mein aane par hi sikha rahe hain . inhe bina mehnat ke job mil gayi hai to uski kadar nhi karte
sikha mitro ko tet sai der lagta hai. kyo ki 100 mai sai approx 35% he tet pass ker paigey. es liy wo log without tet chahtey hai.
SHIKSHA MITRA 3500 SE JAYDA KE LAYAK ES JANAM ME NAHI HAI.SARKAR CHAHE KUCH THAMA DE
Post a Comment