अंतर्जनपदीय स्थानान्तरण द्वारा जनपद में आये और जनपद से गये अध्यापकों की संख्या

                                                   (साभार-:-भाई नितिन कुमार शर्मा)

अंतर्जनपदीय स्थानान्तरण द्वारा जनपद में आये और जनपद से गये अध्यापकों की संख्या Reviewed by Brijesh Shrivastava on 12:38 AM Rating: 5

32 comments:

Anonymous said...

transfer ki 3rd list ki ummid he kya...
to me bhi niklu allahabad.

Unknown said...

Transfer ki list next week aane ki sambhavna he dosto

Anonymous said...

Rampur ka total galat h..

Anonymous said...

Are bhai jinka trnsfr ho gya unhe schol kb melega..b.s.a. ofc k chakkar laga k thak mare hum to

mm said...

25 august tak

Anonymous said...

Mera bhi Transfer nahi hua hai jabki sabhi condition fulfil karta hu. Pratyavedan bhi diya tha. Koi upay bataye. Court jaau kya.

vk said...

please wait........don`t go to court......

Unknown said...

Mera aur mere kai dosto ka barabanki se nahi Huaa ...kya kare ...bin, paise diye koi chance bcha hai kya??

vk said...

Dprmt mein kis se miley pata nahi, HV all conditions F 4 YEar Completed...

Anonymous said...

kya bina paisa duye ya jugad lagaye tranfer nahi hoga

Anonymous said...

Rampur mai teacher nahi bache........

mm said...

Every thing is possible its education dpt

mm said...

Ho sakta h but for bhi kos his kare

Anonymous said...

Transfer ne R.T.E. ke hawa nikal Di......

mm said...

Ho salta h for bhi money does metter

mm said...

Bahut mushkil h ye sapa sarkar h

Anonymous said...

hindustan paper ka samachar kya pada he, saf likha he ki transfer ab nahi hoga :

Unknown said...

mera nagar kshtra me tha ish bar nagar ki list nahi aai.hindustan paper ka samachar padha.usme to
saf likha he ki transfer ab nahi hoga

Unknown said...

Amethi se mera bhi Rampur ko nahi hua hai jab rampur me teachers nahi hai to rampur k teachers ko other district se kyun nahi transfer karte,
sab gol mal hai bhai

Unknown said...

Mera trfr bina paisha aaur bina sifarish k huaa Hai

Anonymous said...

Saharanpur se ab tak 600 ja chuke h 200 aye h 400 ki kami h yaha wall ka to transfer Honda chahiye

Unknown said...

Mera trfr bina paisha aaur bina sifarish k huaa Hai

vk said...

aap ki tu sarkar hi ha yadav ji........

vk said...

Par sab kya hai............?

spsmr said...

Hindustan paper me jo lilha tha vo hathi k baher k dat ki tarah tha.es transfer me sabkuchh LUCKNOW se ho rha hai.enko rhna hai to aakh moodkar signecher karana hai.

Anonymous said...

Dosto transfer ke 3 list jarur aayegi. Sabhi dharne me aaye 15ko

vk said...

IIIrd list aane ki koi sambhana hai kya........?

Anonymous said...

Mane back year online bhara tha pechel baar bhe nahe aya or ab ke bar b bhera h laken 1st & 2nd list me abhe tek nahe aya h kya umeed ke jyae
Bhuet se k to pechle sal bhe number aaa gya tha laken usne pchle bar nahe lea or abke bar b aa gya h

Anonymous said...

mane ye suna h k jesne teeno same wekelp bhere h unka nahe hoga mane bhuet se candedate dheke h jenka ye condetion hone k bad bhe aa gya h
asel me abke baar unko moka melna tha jenka phchle bar bhe nahe aya tha

satish ji said...

ab koi list nahi aayegi aap sabhi teacher apne sikshan karya me lag jaye

Anonymous said...

bsa bulandshare ne five blok male ke liye band kar rakhe hai jabki female ko un bloko me vldhalaya de rahe hai kehte hai ki ye blok male ke liye sasn se band hai humne bsa shab ko direkter ji ka aadesh bhi la diya fir bhi koi tr nahi kar rahe hai aapni ray jarur de aagar aap jante hai

rv said...

Ab humara desh Mahila pradhan h ab aage ASA hi hog a hum purusho k saath mehnat him karenge or chat in he

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.