यदि आपको एक दिन के लिए यूपी का बेसिक शिक्षा का मंत्री बना दिया जाए ?
सीधे फेसबुक से ताकि सनद रहे .....मान ही लीजिए कि आपको एक दिन के लिए उत्तर प्रदेश के बेसिक शिक्षा का मंत्री बना दिया जाए ......... मानना ही तो है तो ना-नुकुर मत कीजिये और मान लीजिए कि आप बेसिक शिक्षा विभाग के मंत्री बन गए तो केवल एक कार्य (ध्यान रहे केवल एक कार्य ) कौन सा करेंगे जिससे इस बेसिक शिक्षा में शैक्षिक गुणवत्ता बढ़ जाए? नो इफ नो बट .....केवल उत्तर दीजिए झटाझट!
Sandeep Tripathi primary teacher ki salary double.
Rajeev Gupta v.b.t.c 2004 walo ko pension dilwa du
Sandeep Tripathi saturday aur sunday week me do din school band.
प्राइमरी का मास्टर इससे शैक्षिक गुणवत्ता कहाँ बढ़ेगी? मित्रवर Rajeev Gupta, Sandeep Tripathi
Vicky Bhatia private schools k tarah piriods lagwa kr pdai krwaunga.
Sudha Verma teachers ko sirf teaching
Sandeep Tripathi teacher ko kuch rest dijiye fir usse best lijiye.
Pravin Rai teachero ko falu kam se mukti sirf pdayd .taim se selri
Abhishek Soni pehle to apne ghar ko bank mein badal denge baad mein gunwatta ke baare mein sochenge fursat mein...ye sab fursat ke kaam hai.....itne saalon mein kayee sarkaron ne nahin socha aur aap humse ek hi din mein apeksha kar rahe hain....nahin bhaiya ya sambhav nahin hai ek din mein
We Teachers Nainital प्रायमरी स्कूल मैं कक्षा के अनुसार .......पांच कक्षा पांच अध्यापक ..............
प्राइमरी का मास्टर Abhishek Soni : what a punch? आपका तर्क गजब है निरुत्तर हूँ मैं
Sandeep Kumar Mishra mdm uniform band
Rajeev Gupta TEACHAR KO RAJNEATI SE MUKTI, AUR UNKI SAMASYA KA TURANT NIDAAN
HarshVardhan Titony दिन में ही रह पायेगे मंत्री .....रात नहीं मिलेगी .....हम तो स्वप्न में ही सुधार ला सकते है ....अब दिन में कौन सोने देगा ....सी.एल भी फिनिश है ....
Samar Bahadur Singh grih janpad transfer, shantee se rahenge to man se padaenge......
Piyush Dwivedi Putu स्कूलों का औचक निरीक्षण करूँगा।
Sanjay Singh kam se kam 200 students pe 5 teachers ho or teachers se clerk ka kaam band karaya jaye
प्राइमरी का मास्टर @PIYUSH DWIVEDI PUTU
उसके लिए मंत्री बनना ही थोड़े जरूरी है ..... यह कार्य तो आप लेखपाल जैसे पदों पर रहकर भी कर सकेंगे
प्राइमरी का मास्टर मित्रों ध्यान रहे केवल एक कार्य !!!!
नहीं तो तत्काल बर्खास्तगी भी संभव है
प्राइमरी का मास्टर: Rajeev Gupta : समस्या से एकमुश्त निदान कैसे ?
Piyush Dwivedi Putu उनका असर कम होता है
Zulfiqar Ahmad Idrisi ES DAUR KE ENSAAN BHI WO PHAL HAIN KI JINKE ,
KHGUSHRANG HAIN CHILKE MAGAR ANDAR SE SARE HAIN,
Rajeev Kashyap Sabhi Bed Walon ko primary me niyukt kar dunga
प्राइमरी का मास्टर मेरा तो मानना है कि जब बच्चों पर दंड की व्यस्था कार्यक्षम नहीं बना पायी तो शिक्षकों पर यह व्यवस्था कैसे सफल हो पायेगी ?
Pranjal Saxena per school 5 teacher,1 headmaster,1 chowkidar
प्राइमरी का मास्टर @RAJEEV KASHYAP : अरे भाई बीएड वालों को प्राइमरी के अलावा की भी दुनिया दिखाइए ....... बाद में आपको यह सलाह बहुत अच्छी लगेगी .
Zulfiqar Ahmad Idrisi ETNA NEECHA NA BAN NEECHON KO LOG AKSAR JHINJHOR DETE HAIN . HAMNE DEKHA HAI RAAH CHALTON KO NEECHE SHAAKHON KO TOD DETE HAIN,,,,,,,
Ajeet Singh b.l.o.ka kaam band aur bacho ko pdane pr jor denge
Rajeev Kashyap मास्टर साहब अगर बी एड वालों की प्राइमरी में भरती बंद हो जाये तो बीएड कालेज में ताला लग जायेगा ,,९५% लोग बीएड प्राइमरी की नौकरी किए लिए ही करते हैं
Sachin Singh 5 teachers , 1 clerk 1 chaprasi ki niyukti but dhyan rkhunga ki pratyek school me sirf 1 mahila adhyapika hongi .
प्राइमरी का मास्टर : Sachin Singh @ एक दिन के मंत्री जी !
50% आरक्षण है महिलाओं का ..... उसका क्या होगा ?
हा हा हा
प्राइमरी का मास्टर अल्लेव इत्ती रात गए हमारे नव-निर्वाचित प्रदेश अध्यक्ष भी Lallan Mishra जी भी हमारे स्टेटस में रूचि ले रहे हैं !
वाह मास्टर .....क्या बात है ?
जय जय अध्यक्ष जी !
प्राइमरी का मास्टर भाई आज के दिन अरे रात कहें ...... मौज के मूड में हूँ .....कौनो बड़े छोटे भाई अन्यथा ना ले ......
Anuj Joshi R.T.E Act ke tahat Maan aur Manak ko poora karke. Jisse berojgaro service miljayegi.
Amaresh Mishra SABHI TEACHERS R.O.T (RIGHT OF TEACHERS, R.T.E KAREFORM) K DAYERE ME AAYENGE , B.S.A DER SE AANE , SCHOOL NA JANE, BILKUL NA PADHANE VALE TEACHER KO NA TO SUSPEND KAR SAKENGE NA HI BARKHAST YAHAN TAK KI VETAN ROKNE KI KARVAHI BHI NAHI KAR SAKENGE PARANTU TEACHERS KI IN KAMIYON K LIYE JIMMEDAR BHI VAHI MANE JAYENGE ( JAISA KI R.T.E .ME BACCHO K SATH TEACHERS KO KARNA HAI)
Aamir Farooq Sabhi bahri teachers ka home distt me transfer taki woh chinta mukt hokar apne karyo ko kushalta purwak kar sake.
Jitendra Soni school campus me teacher awas,chowkidar cum mali,clerk ka pravidhan karata.school campus me niwas hone se tatha clerk ki niyukti hone ke karan gunvatta nischit roop se badhti.
Gaurav Saxena Adhyapak ki antratma ko jagne ke liye kuchh ho sakata ho wo bataye wahi karunga.baki sab bahane baji hai, hamare bahut se 4-5 teacher wale school me bhi 5th ke bachcho ki sthiti shaikshik roop se atyant nirashajanak hai.
Vivek Kumar Kuch aisa karenge ki yadi abhibhavak bachche ke niyamit rup se vidyalay ane me ya shikshan sambandhi kisi karya me problem kare to uske khilaf fauran f i r karai jaye
Sudhanshu Srivastava SCOOL KI PURI VYAVASTHA PAR PURI TARAH ADHYAPAK KA HI NIYANTRAN HONA CHAHIYE.IS EK BAAT ME BAHUT SI BAATEN CHHIPI HAIN. MAI APNE IS EK DIN KE KARYAKAL ME JO EK NIYAM STHAPIT KARNA CHAHUNGA WO HAI ,"School ki siksha vyavastha,local chhutti karne ka adhikar,sampurna vitt vyavastha aadi pr puri tarah se teacher ka niyantran, vibahg evam shasan ki mansha ke anurup aur niyantran ke adheen kiya jata hai aur sikshako se ye apeksha ki jati hai ki wo shasan ke is viswash pr khare utrenge ki teacher pr avishwas karne ki apeksha yadi viswash kiya jaye to natize behtar hi honge."
Ahmad Salman SCHOOL KI TIMING MIN CHANGE. BEO KO SCHOOL MIN PERIOD LENA ANIWREY.BEO BSA KO JAWAB DEH BANANA AUR PRIVATIZE KAR CONSULTANT RAKHNA.
Arif Khan Kasari subhi ko unke uttar dayityo ko imaandaari se nirvahan ke lye motivate karenge aur jawab dehi tay karenge
Vaibhav Shukla basic shiksha parishad me Laagu hone wali Biometric Fingerprint method ko cancel kara deta.......
LOLZ...
Anand Verma bina kisi dikhave ke keval padane ka adesh.
Shiv Kumar Singh sarkari vetan pane walo ke bache sarkari scol me hi padenge
Shyam Yadav kuch aisa karta ki pradhan adi ka hastkshap khatam hota aur p.s. Bhi convent ki tarah chalte...teacher ka hand writing work bhi kam karta ...anavasyak faltu kagaz nahi bharna pade uske liye kuch karta..mdm khatm karne ki koshish karta...adi adi.
Arun Prajapati Adhyapko ka samay se school pahuchna aur pura samay kewal teaching pr dhyan dene ko sunishchit krna
Shiraj Dixit pariyojana ko hata denge.
Moolchand Yadav her school per kam se kam 6 teacher ki niyukti
Faizan Ansari Bachchon ke sthiti ke hisaab se vetan. sabhi gair shaikshik karya poorna roop se band.iske liye alag se karmchari.
Badriprasad Mishra Galatkarname ujagar svaksh karyshaily ka bitjaropad
Amit Tyagi sbhi schoolo me kewal b.ed , tet pass teachar hi rakhe jaye . . . . . .
Ahtsamul Siddiqui basic siksha se sambandhit sabhi mantri, officer and teachers ke child dependent ko primary sch. me hi padna aniwsrya.....
Rajiv Kumar jo gardian apnae bachcho ko school bhejtae unko hi muft rasan danae ka sujhab deta teacher ka kam kewal teaching hota kuch reg .ko chodkr reg bananae k liyae vilage panchayat par ke babu ki niyukti karta anudan dresh mdm band kar nae ki salah deta school ka internet data banwata jiski monetring jila sae hoti bhautik sansadhan jila sae school ko bhajae jatae jinki pusti school ki baar code machine dwara hoti school k acount mae kewal stationary k liyae paisa aata bhautik sansadhano ki life nirdhait karta us period tak usae school mae theek sae rakhna teacher ki resposbility hoti school mae attendence machine lagwata chaukidar ki niyukti karta aadi...aadi.,
Amit Pandey antarjanpadiya trancefer
Pawan Shukla teacher ki anawasyak training aur schoolo me paisa bhejna band
Sanjay Kumar bharst lipiko ka gair janpath tabadala na rahega baas na bajegi basuri kaam hoga to teacher vidhyala me gudbatta durust
Pawan Gupta Biometric system turan lagwane ka intjaam.
Pankaj Paliwal प्रवीण जी, क्यों शिक्षकों को दिन में सपने दिखा रहे हो, बेसिक शिक्षा मंत्री बनने के लिए हमें अपना शिक्षक पद छोड़ना होगा....इस बेईमान पद के लिए हम अपना महान पद नहीं छोड़ सकते....
Asrarul Haq naitikta jagran ka paryas
प्राइमरी का मास्टर Pankaj Paliwal जी !
सपने देखना जरूरी है जी .....हमने तो रात में ही दिखाया था ....देखते देखते जाने कब सुबह हो गयी पता ही ना चला ! दूजी बात पद कब बेईमान होता है सरजी ? वह तो हम आप उस पद की गरिमा या तो बढाते हैं या तो गिराते हैं!
Pankaj Paliwal लेकिन गर्व से कहें हम शिक्षक है ........
प्राइमरी का मास्टर सहमत !
हम भी कहें ....और समाज भी कहें !
तब बने बात !
Ashish Kumar Pandey sabhi sarkari karmchari Mantri se chaprasi tak ke bachhe apani primari education inhi school me anivarya rup se puri karenge. Na ki privet school me.
Pankaj Paliwal हम इस समाज के निर्माता है, हम जैसा समाज चाहेगे वैसा ही समाज बनेगा.....
Anuj Sharma bhaiya ham sabka transfer unke home distt me karwa denge to bhai teacher ka man bhi lagega padhane me aur agar man lagega to gudwatta to badh hi jayegi.
Zafar Irshad sare teachers ko us din leave pe bhej dunga
Manish Gangwar Project teaching ko compulsary karke sare sadhan uplabdh karana
DrAnil Chaurasia Sikshak ko Sikshan k atirikt aur koi kam nahi dia jaydga.
Santosh Srivastava sabhi teacher ki apne ghar k pas posting taki vo dil se teaching ker sake famili ki tension na rahe.
Pradeep SharmaMai to jo 72825 vac ki process ruki padi h use tatkal rup se shuru kra dunga jisse teachers ki kami dur hogi aur shiksha ki gunbatta me bhi sudhar ayega aur jo tetians pichle 1 sal se mansik pratadna sah rhe h unhe b rahat mil jayegi.
Priyanka Karwariya m.d.m. band,fail na karne ka option band and 75% compulsory attendence.
Anshuman Singh pahle bank bailence banauga.
Zubair Nasir ek din zyada to kuch nahi kar sakta ...lekin sab teachers ka ek test zarur lunga ...aur jo bhi fail ho gaya ..poore din murga banaunga....
Shailesh Kumar ड्रेस लागू करवाउगा
Sudhir Kumar BEO & BSA par kadai aur jimmedari fix karoonga
Anuj Sharma dhanywad mitro mere comment se sahmat hone ke liye.
Sarvesh Kumar tet merit se bharti karwaunga.
Bhooshan Mishra "I will give an order to recruitment of clerk in all primary school....."
Ruchi Gupta apna transfer karaungi..........
Rajiv Singh sabko manpasand niyukti (apne grah janpad me ghar ke nikat 3 option ke sath) ar uske baad bhi jo na padaye turant suspend.
Manish Kumar Tripathi Adhyapako ko kewal shakshik karya me lagate hia unko anya sabhi karyo se mukt kar diya kaye
Manish Kumar Tripathi Adhikari awm private school ki sath ganth par lagam lagane ka prayash karenge
Uday Bhan Manchahe asthan chahne Wales teacharo ka transfer ke doonga.aur guardian ki jimmedari hai ki bachho ko daily school pahuchaye.n pahuchane pr jail jayenge.aur teaching ka time-cold-6.30-12.30
summer-8.00-2p.m. Aur sabhi ko rajya karmchari ka darja dilaynge.teacharo ko MP.MLA,PRADHAN, KA ELECTION KA CHUNAV LAD SAKTE HAI.
Madhulika Chaudhary sabki niyukti sanvida par, aniyamitta ki shikayat milte hi dismis aur teacher ka pramotion vidyalay ki shakshik gunwatta ke adhar par.
Bhanuraikwal Raikwalone teacher 4 official work only not 4 teaching....aur aisa kuch krti jisse students ke liye ane vali puri money unke liye hi use ho pati
Naresh Yadav Prayek skul me sirf ek govt. teacher as a pricipal/manager baki padane k liye manak ke anusar sanvida teacher jinka prativarsh punar anumodan karya k satisfaction par karege
Rabendra Singh Sirf or sirf sikshak ke liye tay kar dunga ki satra ke bad adhigam star sahi hone par hi agle satra me padhaneki anumati hogi,vaki sare kam(upsthiti nirikshan,anawshyak duty,valki apne tareke se kam karne ki puri aajadi hogi)JAI SIKSHAK JAI HIND!
Jagdish Chaurasia yadi mai rk din ka shikshamantri ban jau to pratek school me kaksha ke adhar pr teachers ki vyavstha pepar work ki bjay aane wale bachcho ko anivary pdhana v shikshko ki smsyao ko door karna v yathanusar teaching me swatntrata dilana tatha sasan star pr apni bat\samasya rkhne ki chhut dilana
Vinod Pathak keval ek kam e h m patra vavhar registr band kar dunga
Mohammad Waize na nau man tel hoga na radha nachegi.............haHahaahahahahahahahah
Raj Parashar o god tussi gr8 ho dekhi hai....
Rajesh Raj sabhi vidyalayo me paryapt adhyapako ki vyavastha aur sabhi gair-shaksharik karyo par rok.
Raghukul Shiromani Mishra sabhi vidyalayon me 5 teachers ki tainaati ke sath hi web cam lagva kar monitring karoonga.
Anurag Yadav bacho ke adigam ke anusar agle class me parves de.repetars bacho ko milne vale labh ki subidha lagu rakhe.shiksha ki qvalty badh jayegi.
Abhishek Mishra Bas teacher ke pair me bandhi janjeer hata do....sab kuchh chalane lagega....
Rajkumar Kain pratyek adhyapak poore school time school me ruke n usme keval shikshan ka kam kare.
Anubhav Ojha ''bhavisya ki imarat wartaman ki neev par khadi hoti hai''sabase pahle mai jo teacher hai unhe baccho ko padane ke liye utsahit karuga. aur utsait karane ke liye samay samay par sammanit karuga...
subh sandhya
Sharad Chauhan sikshavibhag ke sabhi adhikariyon sikshako va karmchariyon ke bachho ko primary me school me padhana anivary kar dunga
Mayank Mishra सबसे पहला काम अध्यापको का वेतन डाक विभाग की तरह हर हालत मे 1 तारीख को मिल जायेगा । एरियर बोनस के लिए 5 percent डी.आई.~minimum कार्यालय Rs 500 b.s.a. Office. 10 percent minimum लेखाcommision को बन्द करा दूगा । शैक्छणिक कार्यो के अलावा अन्य कार्य नही ...See More
Harish Kumar 1-sab school me bachho k hisab se sikshako ki vayastha. pradhandhyapak meeting mdm attedence other work dekhenge.2-1st date ko on line salery vetan vishangatiyo ko door karte hue 3-purani pensan vyaostha bahal4-mritak aashrit kota bahal4- sikshako se k...See More
Saurabh Saxena kewal ek aadesh dunga ki mantri, d.m.,s.p. sabhi adhikariyo k bachche primary me hi padenge....phir khud hi monitoring ho jayegi..,
Akhilesh Kumar Prajapati Tet merit se bharti karwaunga..
Tabish Kaifeesabhi ko namaste n salam........aap sabne kai karyo ka ullekh kiya jo galat hai...(primary ke teacher) ji ne kaha keval EK karya...........hum sirf ek aadesh karenge ki teacher ko uske home se 10-15 km ke ander rakha jaye....dhanyavad
Pradeep Patel SIRF AUR SIRF SCHOOLNO ME TEACHERS KI SAMAY AUR NIYAMIT UPASTHITI...............JO SABHI SAMASYANO KA SAMADHAN HAI.
Chaman Maurya Ps.ups teachers,dm.sdm bsa. Beo.adm. sabhi ke bachche in schoolo me padhenge sudhar apne aap ho jayega.
Sneh Lata sabse pahla kam teachers netaon ki dalali band karwaungi,2nd poltical interfierence bilkul nahin hone dungi,diet pravaktao ko BSA banne nahin dungi kyonki ye kuchh nahin jante hain isiliye kamai ke chakkar mein sab kuchh galat karte hain,jab se ye PES(ELLIED) wale BSA aane shuru huye hain tabhi se high court mein basic depatt ke case badh gaye hain
Nitesh Tripathi Mai aap ko ek mah ke liye B.S.A. bna doonga to jo sudar karna ho kr lena kyoki mantri banne ke bad wada kiya jata hai nebhaya nhi.
Sandeep Verma Private schools pr break lagaunga
Sandeep Verma Villeges me Private schools pr break lagaunga
Sudhir Singh sab kuchh online hoga. attendence pay transfer result sabkuchh
Mohd HaseebSabhi private school band karke .
Neeraj Trivedi Jis vibhag me kisi file ko ak table se dusari table tak pahuchane me minimum one month lagata ho aise vibhag me one day ke liye education minister banane bala man apne name ki name plate bhi one day me nahi lagba payega.
Rahul Kumar Singh I will do nothing except my work honestly.None will dare to do anything wrong.
प्राइमरी का मास्टर Mohammad Waize: काहे भाई .....राधा को बढ़िया कलेजी/मुजैक /टायल्स लगी जमीन पर नचैये तेल में तलने की क्या जरुरत ?
Kunwar Govind Singh ....usi din resign kar denge...
Magan Kumar jb privet school band ho jayengd aar besik k schoolo me teachars ki sankhya sahi ho jayegi to sb kuch theek ho jayepa.
Hemant Yadav Dm Sdm Bsa Adm aor anye sabhi k bachche khi bhi pad sakte hai
Hum sabhi ko unko pdana hai jo pichade hai..
Sunita Singh jab tak teachers ka jamir apnya ap ko sudharnay ki kosis nahi karaga tab tak ak din kya hajaroo din da diya jaya kuch nahi ho sakta
Mohd Suhail Irshad Pray 2 god
Mritunjay Mishra mdm aur scholership band. daily haajiri par 6 Rs. per day bachho ke niji khaate me bhugtaan. yah dhanraashi bachhe ke baalig hone ke baad bhugtaan kii jaayegi. isase bachhe school me aayenge bhee aur upasthiti bhee achee hogi.
TajVeer Singh bas kewal en BEO ko pura ek din paraane ko kahunga
Sarvesh Kumar sare angutha tek shikshakon ko savetan ghar baithwa dunga.
Seema Choudhary courpt adikari or teachers jo apni duty tk se na karke hamesha sch se bunk karte h unko dismis turant....jao apne ghar ash karo..!
Upendra Goswami bagair manyata ke schoolo ko band karba deta. Kyoki in school me padhne bale bachcho ka namankan govt. School me hota hai or padhte private hai.
Tauheed Ahmed Mastero k facebook account ko band kar dunga e fijul ka waqt khata hai
Anuj Sharma tauheed bhai to apko to apna facebook account banana hi nahi chahiye tha aisa karo ap apna account deactivate kar do.
Ha ha ha
Kamaal ka suggestion hai aapka.
Shashi Shanker all xtra duties khatam kar dungi...
Vivek Kumar Achchhi shiksha ke liye sirf teacher student aur dono ki saf niyat ki zarurat hai ye fizool ke mdm uniform scholarship band karke kewal uchit sankhya me yogya shikshako par wo paisa kharch karna chahiye baki 27 july 2014 ke bad private schools to apne ap band ho jane hain.
Tauseef Ahamad
pore up me shiksha ka madhyam cbsc board kar denge
Salim Khan
mdm , uniform,scholarship yogna band kr dunga or per month fee rakhunga ....
Satendra Jaiswal
siksha par dhyan
यदि आपको एक दिन के लिए यूपी का बेसिक शिक्षा का मंत्री बना दिया जाए ?
Reviewed by प्रवीण त्रिवेदी
on
12:46 PM
Rating:
15 comments:
sabhi ko service dunga taki wo life sahi tarike jiye
basic education ko sudharna ek din to kya ek saal me bhi mushkil hai. mantri ke emandar hone se bhi burocrates ko sudharna mushkil hoga kyunki unki banayi yojnaon par hi teachers ko emplementation karna hota hai. wo log aise planning karte hain jisme gadbadi aur bhrastachar karne ki gunjaesh bani rehti hai. fir basik education me aane wale adhikter log aur koi naukri na milne se es profession mein aate hai jo apni naukri tab tak karte hai jab tak koi aur achchi job nahi mil jati , baki mauj aur aaram se job karne ke liye yes boss ki policy apna kar shant jeevan jenai me buisy rehte hain............
pure pradesh ke sabhi mla/ mp mantri/ avam sabhi ias/ pcs / bsa/ ke bachchon ka anivarya admission primary schhol me karney se hi tsvir badal jayegi evam u.p. men keval ek board hoga koi abse ya anya board nahi vandna chauhan
benami ji aur sikerwar ji ki baat ka samarthan karta hoon,aur techer ko 3% vetan bradhi TET ki tarah exam pass karnae par hi dena chahiyae.
खुली आँख से सपने नहीं देखा करते ..........
सभी अध्यापकों ,अधिकारीयों ,मंत्रियों के बच्चों के प्रवेश राजकीय विद्यालयों में अनिवार्य कर दो
Adikariyo ke dhan ughahi band ho & joint accounts akal ho & sabhi accunt band ho
ONE TEACHER ON 30 STUDENTS
g
sbse phle. India me jo b gov. Employee or politicion h wo sbi apne bacho ko gov. Primary schl me complsory pdayega.agr ye rule india me follow hua to me 100% sure hu ki hmari primary edu. Ki quality me improvment top schol se b better hoga. Try to it.
हर एक स्कूल में एक बायोमेट्रिक डिवाईस लगवा दूंगा ,(जिस पर हर दो घंटे बाद अगूंठा रख कर हिजिरी देनी होगी अब आप मास्टर जहां भी जाना चाहें जाएँ जी भर कर गायब हों हर दो घंटे में तो स्कूल आना ही होगा कितने दिन तक दौड़ेंगे भागेंगे आप मास्टर है कोई f-1 रेसर नहीं है और बिना किसी उचित कारण के मशीन ख़राब होने पर ठीक कराने का खर्च हेड मास्टर के वेतन से काटा जायेगा लिहाजा हेड तो उसको पत्रव्यवहार रजिस्टर से ज्यादा सम्भाल कर रखेगा )
five teacher ki niyukti karke period ke anusar teaching . only teaching not other clerkial workff karwaunga.
Kaam nahin to seedha barkhaast
dharam veer singh
ham aap se sahmat hain
jo adhyapak imandari se apne work ko nahi karte unhe saspend karta ur
Post a Comment