इलाहाबाद। गणित व विज्ञान के सहायक अध्यापकों की भर्ती मे शामिल 2011-12 के टीईटी अभ्यर्थियों ने हाईकोर्ट मे कैविएट दाखिल की है। अभ्यर्थियों ने कोर्ट से अनुरोध किया है कि उनके खिलाफ दाखिल होने वाली याचिकाओं पर आदेश से पहले उनका पक्ष भी सुना जाए।
खबर साभार : हिन्दुस्तान
गणित-विज्ञान शिक्षक भर्ती : बीएड अभ्यर्थियों ने दाखिल किया कैविएट
Reviewed by Brijesh Shrivastava
on
2:23 PM
Rating: 5
yah bharti galat hai .is bharti se primary ke sabhi adhyapak unase kanisth honge . jo ki annyaypurn hai. primari men sabhi adhyapko ki niyukti ADYAPAK SEWA NIYAMAWALI 1981 ke antargat hoti hai . jisame spasth ullekh hai ki primary ke adhyapako ki niyukti sedhe va upper primary school men promotion se ki jayegi .
sabhi primary ke adhyapako ka abhi tak promotion nahi huaa hai . aise men ADHYAPAK SEWA NIYAMAWALI 1981 men upper primary school men sidhe niyukti sambandhi koi pariwartan bhi kiya gaya hai to wah bhi galat hai. sarkar us niyamawali ka ulanghan nahi kar sakati hai jisake adhin primary ke adhyapakon ki niyukti ki gayi hai. aisa karane se primary ke adhyapakon ke sath anyay hoga .
primary school teacher have different basic pay with same grade pay, this recruitment create discrimination in teachers. GP 4600, BS 17140, but old teachers getting GP 4600, BS 16000. This means new teacher will get more salary than old ones. vinod sh.
5 comments:

Tera dimag kharab hai kya
primary school teacher have different basic pay with same grade pay, this recruitment create discrimination in teachers. GP 4600, BS 17140, but old teachers getting GP 4600, BS 16000. This means new teacher will get more salary than old ones. vinod sh.
Kar bhla to apna bhe hoga bhla
Post a Comment