मृतक आश्रितों के सेवायोजन के संबंध में शासनादेश


  • संलग्नक-1-



  • संलग्नक-2-



Enter Your E-MAIL for Free Updates :   
मृतक आश्रितों के सेवायोजन के संबंध में शासनादेश Reviewed by Brijesh Shrivastava on 6:40 PM Rating: 5

46 comments:

Unknown said...

Bahut hi achhi news hai Mritak aashriton ke liye.

Unknown said...

Sir many thanks to all,
Bahut bada udhar wala kam kiyen hain app log. God karen ki apki Govt hamesha rahe UP me.
Sabhi mritak ashriton ke liye very good news hai Govt ki taraf se ab pahle ki tahar Aprashikshit assit teacher ke post per niyukti hogi shashanadesh jari ker diya gaya hai. nyuntam shaishik yugayata ke aadhar per hi hogi jo shashanadesh me sanlagnak hai.

Govt aur ap sabhi ne bahut hi daya ka kam kiya hai ap sabko namaskar hai.

Shrikant said...

Lekin Dinesh Babu Sharma ke signature ke niche ki date patra jaari hone ki date se mel nahi kha rahi hai. Kahin ye document farji to nahi?

Unknown said...

sdfsd

Unknown said...

sab sahi hai ye shashanadesh mai apne block per pata kiya hun..ab app apply ker sakete hain Mritak ashrit me Assit Teacher ke post ke liye..

Unknown said...

Sir kya Mritak aashriton ki niyukti sahayak adhyapak/adhyapika ke pad pe hogi agar unhone abhi apna graduation complete kiya hai.....Awaiting for your response.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

Sir kya Mritak aashriton ki niyukti sahayak adhyapak/adhyapika ke pad pe hogi agar unhone abhi apna graduation complete kiya hai.....Awaiting for your response.

Unknown said...

Yes shashanadesh ho gaya hai ap read ker sakaten hain...per age kam se kam 21 years hona chahiye. Assit teacher ke hi post per niyukti hogi untrend vetan man hi diya jayega.

nyuntam shaishik aahrta ke adhar per hi hogi yani ki graduation complete hona chahiye..

Sandeep said...

Shailendra bhai mere district wale mana kar rahe hai ke aap ki mirtak aashrit mai niukti ni ho sakti jabki meri shishik yougita B.A. + B.ed + Ctet 1st clear hai

Sandeep said...

Shailendra bhai mere district wale mana kar rahe hai ke aap ki mirtak aashrit mai niukti ni ho sakti jabki meri shishik yougita B.A. + B.ed + Ctet 1st clear hai

Unknown said...

kab mana kiye hain yar. ye shashnadesh 24 July me nikala hai. ab ye B.A per hi hogi.

aprashikshit assit teacher ke post. pahle ki tarah jaise 4 Sep 2000 me hota tha. shashanadesh me yahi likha hai.. achhe se read kijiye ap.

Sandeep said...

shailendra bhai maine read kar liya aur aaj hi mana kiya hai bola hai ismain nistarn likha hai ye ni likha ke niuakti di jaye

Sandeep said...

ab aap bataye kya karu?

Unknown said...

ap koun se District se hain. Sir sanlgank me clean likha hai ki 4 Sep 2000 me jaisi niyukti hoti hai usi byawatha ke adhar per niyukti kiya jaye and ye 24 july wala shashnadesh usko dikhyiye apne Dist per. aur kahiye ki shashanadesh me clean likha hai. niyukti hone ke turant bad apko prashikshan karaya jayega. usme clean likha hai. aur prashikshan exam paas ker lene per apko Sahayak Adhyapak ke pad per niyukat mana jayega agur nahi exam pass ker paten hain to chaturth grade me niyukai ker di jayegi. likha hai..

aur batayiye kya mai apki help ker sakta hun .

Sandeep said...

bahi agar iss GO ke aadhar pe kisi ki niukati hui ho toh bata do humare distric wale iss ko maan ni rahe niukati dene ke liye mana kar diya........... kya karu my no. is 09971999963

Unknown said...

sir 24 Aug 2014 me vidhan sabha ke samne dharana pradarshan hai hum sab mritak ashrit waha per badi sankhya me pahuch ker esko aage badhayen tabhi shashanadesh jari ho payega. 24 july 2014 ke shashanadesh ko man nahi rahen hai. vo log. bole rahen hai ki jo old files hain unke liye ye aadesh hai...so please come on 24 Aug 2014 with very crowd to Lucknow vidhan sabh...

Sandeep said...

aap ki bhi niukati ni hui kya iss GO se??

Sandeep said...

Iss GO ke aadhar pe kisi ki niukati hui ho toh plz bataye mera no. Hai 09971999963

Unknown said...

nahi huvi abhi tak koi niyukti es GO se teacher post ke liye..........Lucknow chal ker 24 Aug 2014 me vidhan sabha ke samne dharna pradrshan kerna hain jabar dast tarike se jaise ki sabhi shikhsa mitra kiye hain viase hi tab ja ker kuchh hoga apna.. to sabhi Mritak ashrit bhaiyon ko suchit kiya jata hai ki sab log sahayog karen tabhi ja ker kuchh apne hak me faisla ho sakta hai teacher post ke liye. to ap sabhi log 24 Aug 2014 me jo hone wale dharna pradarshan hain esi point ko le ker usme adhik se adhik sankhya me pahuch ker es mritak ashriton ko purw ki bhanti minimum qualification yani ki Graduation per hi niyukti di jaye aur BTC prashikshan untrend vetan per karaya jaye aur TET qualify hone per Assit teacher per samayojit ker ke trend vetan diya jaye... esi point per dharna pradarshan kerna hai jabardast tarike se aur turant shashandesh jari karana hai....Mritak ashriton ko estna chhut to milni hi chahiye..jab hum graduate hain to teacher post ke hukdar hain........please care this point and proceed further...

Sandeep said...

Aap apna no. Send karo mere no. Pr

Sandeep said...

Shailendra ji apna mob. No. Batao

Unknown said...

Mera Mobile no. 7800391336

Unknown said...

BHAI MRITAK ASHRIT KE LIYE KOI AADESH AAYA HO TO IS NO PE SOOCHNA DE DEN PLEASE 9628356005

Unknown said...

Teacher ki post ke liye Bed Karna chahiye Ya phir BTC karna aroori Hai please tell me sir

Unknown said...

Sir Assit teacher ke liye BTC aur TET qualify ho jaruri hai hai NCTE ke tahat but Mritak ashriton ke liye ye sab agar rahega to phir ashrit khota ka means kya rahe jayega. to sathiyon hum sabko mile ker ek jabardast tarike ka dharnapradarshan kerna hai 21 Aug 2014 me. aur mang manwane ke bad se le ker shashnadesh tak ye kerna hai jaise ki SM walon n e kiye hai tak ja ker hum bhi Assit teacher ho sakte hain. pahle niyukti mile jaye phir bad me TET kara le. hum taiyar hai eske liye........mere mobile no hai..7800391336.

Unknown said...

to 21Aug 2014 me pahuchh ker dharna ko safal banawe..

Unknown said...

Lucknow me vidhansabha ke samne.

Sandeep said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

Ji haan Bhaiyo pehle hum sabko BSA office ja ker BSA se aspast pata ker ke hi aage ki ladai ladni hai. Please apne -apne BSA office jaker pata kerke batayiye.

Unknown said...

Bhai is GO se niyukti kisi bhai ki haui ho to please share kare mob no 9628356005

Unknown said...

Kripya ye bhi jankaari den asst teacher ke liye bed karna hoga ya btc please explain

Sandeep said...

Bhaiyo kuch ni karna

Unknown said...

Vaise prathmik vidhyalay me Assit teacher ke liye BTC aur TET qualify hona chaiye but yaha per hum log to mritak ashrit hain na to ager hum log etna yogyata rakhten hain to phir hum ashrit kota kyu lene jayegen phir to hum aise hi niyukat ker jiye jayegen. Mritak ashrit kota me Graduation per pahle niyukti mile jati thi aur es shashanadesh me bhi vahi likha hai jo 24 july 2014 me nikla hai. so please ap log pahle apne BSA office me BSA se mile ker puchh lijiye ki sir ye shashanadesh nikal gaya hai ab humari niyukti ho jani chahiye....niyukti dejiye aur BTC karayiyiye aur chahe to bad me TET bhi kara lijiye.. hum taiyar hain eske liye..TET qualify hone per trend vetan dijiyega..

Sandeep said...

Bhaiyo niukati ho jayegi tenson mat lo

Unknown said...

Sandeep ji aap ne pata kiya hai kya apne BSA office me ja ker BSA ke sath...

Sir please ek bar aur confirm bata dijiye....mere mobile no...7800391336

Unknown said...

bhaiyo mai aaj apne BSA office gaya tha aur BSA se mila aur GO bhi dikhaya per usne mana ker diya ki ye shashanadesh nayi niyukti ke liye nahi hai bole raha hai ki Mritak ashrit me assit teacher ke liye BTC aur TET pass hona chaiye agur ye ho to apply kero aur niyukti mile jayegi turant... ab kya kiya jaye viase 21 Aug 2014 me vidhan shabha ke samane dharna pradarshan hai to bhaiyo bhari se bahri sankhya me pauchh ker ese sarthak banayiy.

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Unknown said...

सेवाकाल में मृत शिक्षकों के आश्रित बनेंगे शिक्षक !

अमरउजाला ब्यूरो

उरई(जालौन)। शासन ने शिक्षकों के
संबंध में चार सितंबर 2000 का आदेश
बहाल कर दिया है। जब से प्रदेश में
अनिवार्य बाल शिक्षा अधिकार
लागू हुआ था, तभी से शासन ने इस
शासनादेश पर रोक लगा दी थी।
सेवाकाल के दौरान जिन
शिक्षकों की मृत्यु हुई , उनके
आश्रितों को क्लर्क बनाया गया।
जब क्लर्क के पद भर गए तो उन्हें
चपरासी के पद पर नियुक्ति दे दी।
शिक्षा निदेशक बेसिक दिनेश बाबू
शर्मा ने शासनादेश मेें दिशा निर्देश
दिए मृतक आश्रित को आवेदन करने के
तीन माह के अंदर नियुक्ति दे दी जाए।
जिस विद्यालय में रिक्त पद है,
वहां नियुक्ति की जाए। यदि पद
रिक्त नहीं हैं तो उसे पद बढ़ा कर
नियुक्त किया जाए। इसमें
किसी प्रकार की ढिलाई
नहीं बरती जाएगी। इस बावत बीएसए
का कहना है चार सितंबर 2000
का शासनादेश बहाल हो गया है। इस
पर जल्द अमल किया जाएगा।
यदि कोई आवेदन आता है
तो नियुक्ति नियमानुसार
की जाएगी। आवेदक को पहले नियत
वेतन पर रखा जाएगा। इसके बाद
विभाग द्वारा बीटीसी कराई
जाएगी। आवेदक जब टीईटी पास कर
लेंगे, तब उन्हें सहायक अध्यापक पद पर
नियुक्ति दी जाएगी।

Unknown said...

please aap log 5-7 din tak aur wait ker lijiye kuch ho jaye lagta hai

Unknown said...

All respected member AMAR UJALA ke news paper me jo nikala h uspe purn roop se vishwas na kare kayi baar aisi news paper me nikali h but sachai kuch aur hi thi.

jalaun se prapt jankari ke anusar mritak ashrit bhai Mayank ji ka shikshak pad ke liye diya gaya aavedan BSA ne swikar kar liya h aur 12-15 din me niyukti ptra dak dwara bhejane ke liye kaha h.

jab tak mayank ji ko niyukti patra nhi mil jata tab tak kuch kaha nhi ja sakta.

Aur aap sabhi mritak ashrit bhai kripaya apane yaha BSA se is sambandh me jarur mile dhanywad.

Unknown said...

Sabhi mritak ashrit mitro ko suchit kiya ja raha ki Mritak ashrit prathmik shikshak sangh ke Adhyaksh shri Rishi krishna mishra ji ke avahan par 27-8-2014 ko lucknow me charbag railway station par subah 7:00am baje ekatrit hone ka kast kare.
Fir charbag railway station se mukhyamantri aavas ke liye sabhi mritak ashrit nikalenge jaha pe mukhyamantri akhilesh yadav ji se ya mulayam yadav se yadi milte h to apani niyukti ke sambandh me varta karne ki kosis ki jayegi fir nideshalay hote huye sachivalay ko prasthan kiya jayega.
kripaya jyada se jyada sankhya me mritak ashrit pahuch kar is kryakram ko safal banaye.
Rishi krishna mishra
contact no.- 9219498348
(Adhyaksh Mritak ashrit prathmik shikshak sangh up)

Unknown said...

to dosto jada se jada sankhya me pahuch ker esko safal banaye aur ummid hai pura ki G.O jalid hi jari ho jayega to dosto ab ghur se nikal jaye aur pahuch jaye 27 Agusut 2014 tak Lucknow charbag station 7:00 AM tak...kripya bhari bhid ke sath aane ki kripa kare......

Unknown said...

Mitro abhi adhyksh ji Rishi krishna mishra ji ne avagat karaya h ki, Aachar sanhita lage hone ke karan lucknow me sabhi mritak ashrit mitro ko ekatrit hone ka sthan nhi mil pa raha h aur na hi mritak ashrit mitra ekatrit hoke kisi se mil sakte h.
atah sabhi mritak ashrit mitro ko avagat karaya ja raha h ki sabhi mritak ashrito ko lucknow me ekatrit hone ke bad CM se milane ka program aachar sanhit lage hone ke karan anishchit kal ke liye aage badhaya ja raha Jab sabki sahmati se nayi date rakhi jayegi to aap sabko suchit kar diya jayega.
Sirf Mritak ashrit prathmik shikshak sangh karyakarni ke padadhikari ( Adhyaksh, upadhyaksh, mahamantri etc.) hi lucknow jayenge jo CM Nidheshak aur Sachiv se milenge.
Dhanywad
Rishi krishna mishra
Mob. - 9219498348
(Adhyaksh Mritak ashrit prathmik shikshak sangh up)

Unknown said...

koi bhi suchna ke liye es no per call ker le 9219498348

Unknown said...

24 September ko lucknow aana hai any information please contact this no 9219498348.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.