'शिक्षक बच्चों के साथ करते हैं भेदभाव’ : एससीईआरटी में आयोजित कार्यशाला में बोले स्कूली शिक्षा के अपर सचिव
- बदलेगा शिक्षक प्रशिक्षण पाठ्यक्रम
अपर
सचिव ने कार्यशाला में सबसे पहले जॉइंट रिव्यू मिशन (जेआरएम) की रिपोर्ट
को प्रस्तुत किया। जेआरएम ने अप्रैल 2013 में प्रदेश के डायटों और स्कूलों
का निरीक्षण किया था। निरीक्षण रिपोर्ट को डायट प्राचार्यों के सामने
प्रस्तुत किया गया। अपर सचिव ने कहा कि सरकारी स्कूलों में पढ़ाई के स्तर
में सुधार की जरूरत है। बच्चे गणित में कमजोर हैं। इसमें सुधार लाने के लिए
शिक्षक प्रशिक्षण को बढ़ावा देने की जरूरत है। देश को बदलना है तो स्कूलों
को बदलना होगा और स्कूलों को बदलना है तो शिक्षकों की क्षमता बढ़ानी होगी।
शिक्षकों की क्षमता बढ़ानी है तो जिला शिक्षा एवं प्रशिक्षण संस्थानों को
अच्छा काम करना होगा।
(साभार-:-अमर उजाला)
(साभार-:-अमर उजाला)
'शिक्षक बच्चों के साथ करते हैं भेदभाव’ : एससीईआरटी में आयोजित कार्यशाला में बोले स्कूली शिक्षा के अपर सचिव
Reviewed by Brijesh Shrivastava
on
8:03 AM
Rating:
32 comments:
Pehle apni adat sudhare government jab b vacancy nikalti hai latka deti hai..
Ye bat 100%satya nahi hai ki
tranfer list nikal do malik ...paisa kamane k liye abhi 3 sal baki hai....apki emandari to jagjahir hai...
2nd list jaldi nikal de sir.
Transfer sabka krna chahiye tha.Hum log ke baad valo ka hogya.pr hmara nahi hua.Sir nyay kriye hum logo ke sath.
2nd list kab aa rhi hai
Kab aayegi transfer list wait ke bhi koi limit hoti hai.
2nd list me trans bina paisa kharch kiye nahi hogo.ye list paisa aur pahunc walo ki ....
chudiyan gift kar de in logo ko.ek kam bhi pura hai ka pate.
duseo ki kami batane hi ata hai.bo bhi galat.
Akhir sarkar kabtak bhedbhav karegi. Mahilao ko ek sal purusho ko tin sal, mahilao ko pas purusho ko sudoor aisa kyo, akhir sab to saman hai.
Kab aayegi 2nd transfer list...........?? Ab tu lagata hai ki koi 2nd List hi nahi aayi gi.......
12 ki list aayi hai par internet par nahi dali hai..............
bahut prashan ho kya..........kayan par transfer karana chate ho......
Where is this list?
12 ya 12000 kind year such batao
only 12 internal list hai........Internet par nahi hai.......ek teacher ka hua......tu pata chala hai........
Ghaziabad se tu daily up down ho sakta hai un ladies teacher ke bare mein soch jo apne ghar se dur 400 to 500 km hai unke service tu 3 to 4 complete ho gaye hai par unka abhi bhi transfer nahi hua..................
Ghaziabad se meerut only 50 km.........
Transfer list sach main ayi hain ya jhuti khabar hain pareshan karne ke leye
koi list nhi aayi hai
Sarkar ne hum logo ka majak bana kr rkh diya hai..
ek dusre se puchte raho kab transfer list aaige
SAHI KAHE RAHE HO.........Sarkar ne hum logo ka majak bana kr rkh diya hai
sarkar bhi ek din mazak ban karrah jayegi...wo din dur nahi hai
janab, sarkar jo kahti hai bo karte kaha hai. mahilao ko bhi3-4sal ho gae hai lekin abhi tak unka bhi tranafar nahi hua hai. ap apne ap ko kam kiu smajhte hi.
mahilao se kafi dikkat hai .wo bhi to pareshan hai .ap k sath unka bhi to tranafar atka hai.kya hum log pas hai?nahi 200 -250 km. dur hai.
Suggession nahi maga tha.....Vo mere ko bhi pata hai, lady teacher hu aur 50 KM wala school to paisa de ki he milta hai aur fir har saal samayojan kar dete hai .....
PLS PROVIDE THE G.O. OF
MATERNITY AND CCL.
Dikkat to hog I hi dharne humane diye or transfer hua kval mahilao ka 18000 1st list me 2nd list 297 is bar purusho k hone the is me bhi 7000 mahila kya is duniya me Manila hi pareshan h
Sahi h g kabhi ccl kabhi prsuti avkas kabhi medical kabhi non pay leave humesa chutti par for bhi tankhvah time pe chahiye fir bhi pareshan schoolo ko bar bad kr diya inhone
Mahilaon ke sath bacho ki samasya hoti hain aap log to bacho ko wife ke uper chod kar chIe jate ho bus comment karne se matlab hain
Mahilao ko itni problem h to nokri chord k ghar kyo nhi rahti humare berojgar bhaiyo ko Moka milega or unke parivaro ko sahara
Mahilao ko itni sari problem h to nokri chord kyo nhi deti inker to pati b kamate humare berojgar bhaiyo ko moka milega or unke parivaro ko sahara or him sabko ek samaan transfer ka moka share kam niyam se bagair rishvat honge
Post a Comment