शिक्षमित्रों को शिक्षक बनाने का रास्ता साफ : सचिव बेसिक शिक्षा परिषद ने दिए निर्देश
शिक्षमित्रों को शिक्षक बनाने का रास्ता साफ : सचिव बेसिक शिक्षा परिषद ने दिए निर्देश
Reviewed by Brijesh Shrivastava
on
7:42 AM
Rating:
4 comments:
Gramsabha lable ki merit hone par jinka merit tisare ya uske bad tha we chayan se bahar ho gaye jabki unse kam merit wale dusare gamsabha me sm ho gaye. aaj gov sm ko jile lable ki service kis aadhar par gov de rahi hai? Kya yah unke saath anyay nahi jinki merit jyada hone par bhi isliye chayan nahi hua ki gram me tisare ya bad k nu par hai? is adhar par stay jaroor milega
Bed pass shikshamitra sthai adhyapak ho gaye hai . unhe sarakar ne vishist BTC men aarachhan diya tha. bahut se shiksha mitra btc uttirn ho gaye hai. baki BTC kar rake hai. ye bhi pass ho jayenge.
sarakar yadi kahati hai ki shiksha mitra TET pass kare to shikshamitra TET avashay pass ho jayegen.unke pass primary school men padhane ka anubhav hai. we kai sal se padha rahe hai.
govermant ko chahiye bina tet pass koi bhi teacher na bane chahe jo bhi ho 27850 rupees free me nai aata mdm ke chwal aur gehu khana ho to sm student ko padhana na pade kyo ki inhe khud nai aata mai janta hu kai logo ko mera yea coment aacha nai lagega par mai ek pairent hu apne baacho ko ps me addmision kara ke dekh chuka hu sm ko
Post a Comment